Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zingadi - यारी है ईमान मेरा यार मेरी ज़िंदगी
aa
gar khuda mujse kahe (2)
kuchh maang eh bande mere
me ye maangu (2)
mehefilo ke daur yu chalte rahe
ham pe aalao, ham nibaah laao
hamsafar, hamraaz ho
ta qayaamat (2)
jo chiraago ki tarha jalte rahe
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
yaar ho bando se ye oh
yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi
yaari hai!
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
saaz-e-dil chhedo jaha me (2)
yaar ki gunje sada
he saaz-e-dil chhedo jaha , me yaar ki gunje sada
in dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida
pyar leke noor aaya (2)
pyar leke taazgi yaari hai!
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
jaan bhi jaaye agar (2)
yaari mein yaaro gham nahi
eh jaan bhi jaaye agar yaari mein , yaaro gham nahi
apne hote yaar ho , gham-geen matlab ham nahi
ham jaha hai us jagaah (2)
jhoomegi naachegi khushi yaari hai!
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
aa
gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai (2)
chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai
chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu
tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu
kahe to aasmaa se chaand taare le aau
haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau
tera mamnoon hu (2)
tumne nibhaaya yaaraana
teri hasee hai aaj sabse bada nazraana (2)
yaar ke hasti hi (2)
mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi yaari hai!
yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
oh eh qurbaan qurbaan…oy oy oy
Comments for lyrics of song "Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zingadi"
Parag Rajadhyaksha on Thursday, August 13, 2015 What a song. Pran saab ne bhi kamaal kiya hai. BTW, is this dance based on
an authentic Afghan dance form? If so what is it called? perhaps a
person from Afghanistan or a dance expert enlighten me.
harikuttan43 on Tuesday, October 25, 2011 Wah wah, The great Pran and sung by Mannadeji. Never will we able to anything like this in the near future. The young Amitabji-very handsome. It is a great movie
It is one among the early pictures of Amitab Bachan.
v rego on Monday, June 10, 2013 not to mention Gulshan Bawra, the lyricist because the lyrics of this
particular song are endearing & commanding; an eternal song which speaks of
enduring friendship.
harikuttan43 on Tuesday, October 25, 2011 Wah wah, The great Pran and sung by Mannadeji. Never will we able to anything like this in the near future. The young Amitabji-very handsome. It is a great movie.
Navneet Bobby on Saturday, October 26, 2013 मन्ना डे ने अपने गीतों से मेरी जिन्दगी को रंगीन बनाया। I salute him..