|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba - याद आयी आधी रात को,कल रात की तौबाyaad aayi aadhi raat ko
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba
marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke
marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke
har baat pe kahte hai ke kis baat ki toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba
saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has
saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has
ki maine agar pi ke do to kis baat ki toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba
chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme
chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme
kya khwab tha bahke hue jajbaat ki toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
kal raat ki toba
|
Comments for lyrics of song "Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba" |
|
Mohd Idries on Wednesday, July 11, 2012 marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke har baat pe kahte he ke kis
baat ki toba,.,,,saki mujhe batla to de muh fer ke mat has ki mene agar pi
hai to kis bat ki toba
Lalita Mokashi on Saturday, June 13, 2015 Rajsahab used to say " I am the body, Mukesh is my soul " Indeed so,
SJ, Shailendra, Mukesh, raajsahab Tobaa! Tobaa!! Ab eske aage aur kyaa
kahe. Thanks AY.
Suhaas Paradkar on Wednesday, May 13, 2015 SJ have given us so many unforgettable #s...it's mind boggling. Hats
Off to the great jodi !!
Spark Trades on Saturday, August 15, 2015 CHAHAT MAIN WAFA AUR WOH MAR MITNE KI QASMAIN.KYA KHAB THA BEHKE HUYE
JAZBAT KI TAUBA
Suhaas Paradkar on Tuesday, May 08, 2012 SJ at their best...
|
View all 6 comments related to song Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba - याद आयी आधी रात को,कल रात की तौबा |
Kanhaiya |
Film cast: | Raj Kapoor, Nutan, Raj Mehra, Lalita Pawar, Raaj Kumar, Om Parkesh, Madan Puri, Leela Mishra, Pachhi, Vishwa Mehra, Jagdish Sethi, Uma Dutt, Nasir Hussain, Sushil, Uma Khosla, Sarita, Mona, Ratna | Singer: | Lata Mangeshkar, Mukesh | Lyricist: | Hasrat Jaipuri, Shailendra | Music Director: | Dattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal | Film Director: | S N Tripathi | Film Producer: | Amrit Kapahi, Pachhi | External Links: | Kanhaiya at IMDB Kanhaiya at Wikipedia |
|
|
|