Enter Search Text

Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Woh Ladki Yaad Aati Hai (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.33 - 15 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Watan Jab Yaad Aata Hai - वतन जब याद आता है कमाई जहर लगती है

watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai

yahi lamhe yaad karna ab inhi se pyar karna
main safar pe ja raha hu mera intajar karna
hato kandhe se aansu pochh dalo
wo dekho relgadi aa rahi hai
main tumko chhod kar hargij na jata
garibi mujhko lekar ja rahi hai
paida jo hoslo me jo hararat na kar sake
wo jurm ke khilaf bagawat na kar sake
ghar ki jaruato ne musafir bana diya
baccho se ek lamha mohabbat na kar sake
watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai
mujhe pardes me teri
mujhe pardes me teri judai jahar lagati hai
mujhe pardes me teri judai jahar lagati hai
mujhe pardes me teri judai jahar lagati hai

mohabbat me mohabbat se gala kato to behatar hai
mohabbat me mohabbat se gala kato to behatar hai
hum apni jaat sse bhi aisi gaddari nahi karte
kabi gusse me bhi aawaj ko bhari nahi karte
hasino me yahi ek to bimari hai jana
mohabbat karte hai lekin wafadari nahi karte
hansi majako shararat me tut jate hai
humare dil to mohabbat me tut jate hai
hume na todana nafarat ke patharo se kabhi
hum aise hai jo sarafat me tut jate hai
ashk ko jis din se pina aa gaya
ashk ko jis din se pina aa gaya
bas us din se mujhe jina aa gaya
aur pyar ki ye aanch bhi kya aanch hai
acche accho ko pasina aa gaya
mohabbat me mohabbat se gala kato to behatar hai
mohabbat karne walo ko
mohabbat karne walo ko ladai jahar lagati hai
mohabbat karne walo ko ladai jahar lagati hai
mohabbat karne walo ko ladai jahar lagati hai

tumhare muskurane par maja deti hai imali bhi
tumhare muskurane par maja deti hai imali bhi
bhukha akha tha aajmate kirdar ne magar
usko jarurato ne bhikharan bana diya
bhukha rakha tha aajmate kirdar ne magar
usko jarurato ne bhikharan bana diya
aur jis din tujhe bhulayenge hum mar hi jayenge
kyoki humne to teri yad ko dhadkan bana diya
kisi ne nind kharidi hai narm bistar se
kisi ki aankho se khwabo ka rishta tut gaya
aur malal ye nahi hato ki chudiya tuti
malal ye hai ki barso ka rishta tut gaya
aur bhi hasin lagate ho
aur bhi hasin lagate ho
jhuthi kasme jarur khaya karo
muskurahat hai husn ka jewar
rup badhata hai muskuraya karo
tumhare muskurane par maja deti hai imali bhi
magar jab ruth jate ho
magar jab ruth jate ho mithai jahar lagati hai
magar jab ruth jate ho mithai jahar lagati hai
magar jab ruth jate ho mithai jahar lagati hai

badal dala saba ka saye ka shayad ye judai ne
badal dala saba ka saye ka shayad ye judai ne
yahi hai khof ki meri juban na khul jaye
nahi to teri shikayat se kaun darta hai
tu ek bar mohabbat ka aitbar to kar
fir intajar ki muddat se kaun darta hai
hum hum khwaisho ki khatir wade nahi badalte
rahte hai ek ghar me kamere nahi badalte
dushman humare hak me ban jaye sari duniya
hum pyar ke mushafir raste nahi badalte
badal dala saba ka saye ka shayad ye judai ne
mohabbat ke marijo ko
mohabbat ke marijo ko dawai jahar lagati hai
mohabbat ke marijo ko dawai jahar lagati hai
mohabbat ke marijo ko dawai jahar lagati hai

tumhe shikwa gila hai dushmano ki chal baji se
tumhe shikwa gila hai dushmano ki chal baji se
talabgaro ki jindagi na karo
apne ghar me koi khushi na karo
koi dushman na hoga duniya me
shart ye hai ki dosti na karo
hontho pe pyas ka do jag khangal le
ya aidiya ragad koi chashma nikal le
bhai samjh raha hai to aaja gale lage
dushman samjh raha ha to hasharat nikal le
yaha tak aa gaya hu chalte chalte
main sota hu mashine sochati hai
humi ne kaise kaise saanp pale
humari aastine sochati hai
tumhe shikwa gila hai dushmano ki chal baji se
hume to dosto ki bewafai
hume to dosto ki bewafai jahar lagati hai
hume to dosto ki bewafai jahar lagati hai
hume to dosto ki bewafai jahar lagati hai
watan jab yaad aata hai kamai jahar lagati hai
judai jahar lagati hai kamai jahar lagati hai
judai jahar lagati hai kamai jahar lagati hai

lyrics of song Watan Jab Yaad Aata Hai

Comments for lyrics of song "Watan Jab Yaad Aata Hai"
tengo chearly on Wednesday, December 17, 2014
mahfoojAlam.…@yahoo.com

Syed Ashfaq on Wednesday, January 21, 2015
Amazing song ilike it 

Tahir Ali on Thursday, November 26, 2015
Tahir Ali
super song

shahadathusain husain on Saturday, March 23, 2013
veri nace fewret song

asad alvi on Wednesday, March 11, 2015
nice song i like

View all 18 comments related to song Watan Jab Yaad Aata Hai - वतन जब याद आता है कमाई जहर लगती है

Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy