Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Umar Faaruqe Aazam Ki Jahan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Umar Faaruqe Aazam Ki Jahan - उम्र फारुके आज़म की जहाँ में जब खिलाफत थी

umar faaruqe aazam ki jahan me jab khilafat thi
umar faaruqe aazam ki jahan me jab khilafat thi
harek insaan ko insaan se be andaza mohabbat thi
harek susadmani thi harek supath honusrat thi
khalifa se arab ke bachche buddhe ko mohabbat thi
khalifa aur khuda ke ishq me makhmur rahte the
mohabbat me mohammad ki musalma chur rahte the
fizar hasrat umar ka aur rasule pak ke dilbar

hmesha khelte the bachche bachche mil ke sab aksar
badi narazgi baato hi baato me to
us par kaha sabbir ne
ebbne umar se yun khafa hokar na binana alibaba
viradar hai hasan mera
gulami me hai meri tu bhi aur hai baap bhi tera
suna sabbir ne lafze gulami aa gaya gulsa
kaha jakar pisarne hot adaruk iska ae baba
gulam apna mujhe aur aapko sarbar ne farmaya
ye sunte hi umar bole mukaddar ab mera chamka
khuda ke ladle hai wo nawase mustfake hai

hai malik khud ke wo aur bete multaza ke hai
kaha fir ye umar ne bete se tasidar kaise ho
agar likhwa ke le aao to main samjhu ke sacche ho
kaha ebbne umar ne aaka joshibbar bante ho
gulam apna hame likh do juban se tum jo kahte ho
kaha sabbir ne ham se sanag to sab hi lete hain
gulam ebbne gulam apna tumhe ham likh ke dete hain
diya hazrat umar ko bete ne sabbir ka likha
lagakar aankho se hazrat umar ne usko fir chuma
batau kya masallat ka umar ki main jo aalam tha
sanad pakar gulami ki umar ne fir farmaya

sare mehsar khuda ke samne jis waqt jaunga
gulami ki sanad me aale ahmad ko dikhaunga
azabe kbar kya hai fir zameen bhi us se tharaye
gulame aale ahmad ka sarf duniya me jo paaye
na kyun fulde bari uske liye nirash ho jaaye
use khatka ho kyun mehsar ka kyon dojakh se ghabraye
na kyun danka baje duniya me uski nek naami ka
sarf jisko mile aale mohammad ki gulami ka
waseehat apne bete ko ye ki faaruque aazam ne
kafan me sath rakh dena gulami ki sanad mere
rahe tahasar mujhko fakar is dar ki gulami se
ki jinke sadke me sare musalmaan bakshe jayenge
basar yun naaz haasil tha umar faaruqe aazam to
mili hai aale ahmad se gulami ki sanad hamko



lyrics of song Umar Faaruqe Aazam Ki Jahan



Singer: Mukesh
Lyricist: Bashar Dehlvi
Music Director: Iqbal
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy