Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Awaaz
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of the song from youtube

Lyrics of Tum Nahi Aaye - जब नहीं आये थे तुम

jab nahi aaye the tum
tab bhi to tum aaye the
jab nahi aaye the tum
tab bhi to tum aaye the
aankh mein nur ki aur
dil mein lahu ki surat
yaad ki tarha dhadakte
hue dil ki surat

tum nahi aaye abhi
phir bhi to tum aaye ho
raat ke sine mein mehatab
ke khanjar ke tarha
subho ke haath me
khursheed ke sagar ki tarha

tum nahi aoge jab
phir bhi to tum aaoge
julf dar julf bikhar
jayega phir raat ka rang
shab-e-tanhai mein bhi
luft-e-mulakaat ka rang

aao aane ki kare batein
ke tum aaye ho
aao aane ki kare batein
ke tum aaye ho
ab tum aaye ho to main
kaun si sheh nazar karu
ke mere paas siva mehro
wafa kuch bhi nahi
ek dil ek tamanna ke
siva kuch bhi nahi
ek dil ek tamanna ke
siva kuch bhi nahi


lyrics of song Tum Nahi Aaye

Comments for lyrics of song "Tum Nahi Aaye"
Vishal Dhavan on Friday, August 24, 2012
Jab nahi aaye the tum, tab bhi to tum aaye the... Aankh me noor ki aur dil
mein lahoo ki soorat, Yaad ki tarah dhadakte hue dil ki soorat... Tum nahi
aaye abhi phir bhi to tum aaye ho, Raat ke seene me mehtaab ki khanjar ki
tarah, Subah ke haath mein khursheed ke sagar ki tarah... Tum nahi aaoge
jab phir bhi to tum aaoge, Zulf-dar-zulf bikhar jayega phir raat ka dum,
Shab-e-tanhayi mein bhi lutf-e-mulakat ka rang...

Vishal Dhavan on Friday, August 24, 2012
Aao aane ki kare baat ke tum aaye ho, Ab tum aaye ho main kaun si sheh
nazar karu, Ki mere pass siva mehr-o-wafa kuch bhi nahi, Ek dil ek tamanna
ke siva kuch bhi nahi... Album : Awaaz Artist : JAGJIT SINGH Year : 2007
Label : Universal Music

sursingh on Wednesday, March 24, 2010
you should be blessed too to enjoy such a thing.May GOD have mercy on all
of us



Singer: Jagjit Singh
Lyricist: Sudarshan Faakir, Ali Sardar Jafri, Indeevar, Asrar M. Suri, Roshan Nanda
Music Director: Jagjit Singh, Chitra Singh, Mohinderjit Singh, Kuldeep Singh
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy