Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Dushmani
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Tu Mere Sale Ki Sister
4.50 - 6 votes
Mithun Chakraborty
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Tu Mere Sale Ki Sister - तू मेरे साले की सिस्टर

are shaadi banaras ka laddu hai
ajee baat kahu samjhay
khay wala pachhtat hai
jo na khay uho pachhtay
are samjhe bachwa
kahe ka officer
subah shaam kehta hu love you
love you main has kar
are subah shyam kehta hu love you
love you main has kar
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
koi dhaam nahi mere liye
gharwali se badh kar
are koi dhaam nahi mere liye
gharwali se badh kar
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister

sare saher mein rob jamau
ghar wapas jab aau
shayad malum nahi kisi ko
main hi chai banau
kyu madam sahi kahte hai na
ae sare saher mein rop jamau
ghar wapas jab aau
shayad malum nahi kisi ko
main hi chai banau
chai pila ke duty karne jata hu daftar
are chai pila ke duty karne jata hu daftar
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
koi dhaam nahi mere liye
gharwali se badh kar
are koi dhaam nahi mere liye
gharwali se badh kar
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister

iss mehfil mein bolu inki
jabse hui hai shaadi
dekh raha hu yaaro inki
lut gayi hai azaadi
aap log samjhe ki naahi
iss mehfil mein bolu inki
jabse hui hai shadi
dekh raha hu yaaro inki
lut gayi hai azaadi
ghar mein bhigi billi
bahar banta hu afsar
are ghar mein bhigi billi
bahar banta hu afsar
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
koi dhaam nahi mere liye
gharwali se badh kar
are koi dhaam nahi mere liye
gharwali se badh kar
ye hai mere ye hai mere
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister

ooo l l l la
ooo l l l la
suniye jee kyu sab ke
samne karte meri shikayat
main badnam ho jaungi
bas kariye humpe inayat
bas kariye humpe inayat
bas kariye humpe inayat
duniya wale jo samjhe
hu biwi ka naukar
aahe duniya wale jo samjhe
hu biwi ka naukar
ye hai mere ye hai mere
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
ye hai mere sasure ki daughter
yeh hai mere saale ki sister
main hu aap ki biwi
hai jee aap mere sauhar
main hu aap ki biwi
hai jee aap mere sauhar
na kahiye jee khud ko naukar
aap hai iss dil ke dilbar
na kahiye jee khud ko naukar
aap hai iss dil ke dilbar
aap ghar mein bhi officer
aap bahar bhi officer
aap ghar mein bhi officer
aap bahar bhi officer


lyrics of song Tu Mere Sale Ki Sister

Comments for lyrics of song "Tu Mere Sale Ki Sister"
HMTHBBF on Monday, November 01, 2010
Wow Punam Just Cheered Me Up... Never Heard Of This Song... Thanks My Dear
Punam For Sharing This Rocking Song

Aryan Khan on Sunday, March 27, 2011
wha udit ji kya voice ha.. 420 tumhara bi jawab nhi tum hamesha khush
raho...aur udit ji ke songs uplond karti raho all star*************4 u aur
moon bi..

Tokykynay on Sunday, March 27, 2011
Oh.. Jaaa das finde Ich supergeil music. Oh Yesss... I find bery beautiful
music. Vielen Dank meine Liebe Punam

Don786KzoNe on Sunday, October 31, 2010
What movie is it punam ? love the song btw

merikynat on Sunday, March 27, 2011
nicee super king udit ji beautifull voice

View all 9 comments related to song Tu Mere Sale Ki Sister - तू मेरे साले की सिस्टर


Film cast: Mithun Chakraborty, Armaan Kohli, Faisal Khan, Puru Raajkumar
Singer: Abhijeet Bhattacharya, Khamosh, Pamela Jain, Poornima, Udit Narayan, Anuradha Paudwal, Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh
Lyricist: Jyoti Nayar
Music Director: Nikhil Vinay
External Links: Dushmani at IMDB    Dushmani at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy