Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tu Mahalo Ka Chhota Munna - तू महलो का छोटा मुन्ना
tu mahalo ka chhota munna
tu mahalo ka chota munna
main mahlo ki rani
main mahlo ki munri me meri baat nirali
tu mahalo ka chhota munna
tu mahalo ka chota munna
main mahlo ki rani
main mahlo ki munri me meri baat nirali
mera ghoda
mera ghoda udkar ke
taaro ki duniya me jayega
chanda ki kirno ko apne
sath padkar layega
in mahalo me chanda ki nani
bhara karegi pani
tu mahalo ka chota munna
main mahlo ki rani
main mahlo ki munri me meri baat nirali
tu mahalo ka chota munna
yeh surang
yeh surang ke sang raas rachayega
sada shuhagn wali ko
wo apne pass bulayega
maa ki dekho jal ki pariya
choti ghughant wali
meri baat nirali
tu mahalo ka chota munnna
main mahlo ki rani
main mahlo ki munri me meri baat nirali
tu mahalo ka chota munna
mera ghoda
mera ghoda inderdhanush ke
palko par chad jayega
satrangi baadal ke upar apna
mahal banayega
duniya suna karegi hardam
iski amar kahani
main mahlo ki rani
tu mahalo ka chota munnna
main mahlo ki rani
main mahlo ki munri me meri baat nirali
tu mahalo ka chota munna