|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Thandi Hawa Sun Kali Ghata Sun - ठंडी हवा सुन काली घटा सुन thandi hawa sun kali ghata sun thandi hawa sun kali ghata sun
kisi se na kehna pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
thandi hawa sun kali ghata sun thandi hawa sun kali ghata sun
kisi se na kehna pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
bachapan gaya kab aayi jawaani mujhko
kasam main ye bhi na jaani
bachapan gaya kab aayi jawaani mujhko
kasam main ye bhi na jaani
kitne baras beete yu bas kitne baras beete yu bas
aankho mein nindiya na dil mein chaina
pinjare ko pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
hairan hone ki ye ghadi hai jaane ye duniya kitni badi
hairan hone ki ye ghadi hai jaane ye duniya kitni badi
toba meri main dar gayi toba meri main dar gayi
ghabra ke maine meech liye naina
pinjare ko pinjare ko todke ud gayi maina
thandi hawa sun kali ghata sun thandi hawa sun kali ghata sun
kisi se na kehna pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
anjaan raste main hu akeli ban ja pavan tu meri saheli
anjaan raste main hu akeli ban ja pavan tu meri saheli
lamba safar lagta hai dar lamba safar lagta hai dar
lambe safar mein saath mere rehna
pinjare ko pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
thandi hawa sun kalighata sun thandi hawa sun kalighata sun
kisi se na kehna pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
|
Comments for lyrics of song "Thandi Hawa Sun Kali Ghata Sun" |
|
Martine Jamalkhan on Wednesday, June 24, 2015 Chanson de mon enfance ahhhhhhhhh :)
Maher baloch on Tuesday, March 04, 2014 superb song
laughing nutter on Monday, July 06, 2015 Nice Song,
|
Pehla Pehla Pyar |
Film cast: | Rishi Kapoor, Tabu, Anupam Kher, Kader Khan, Gulshan Grover, Amrish Puri, Tiku Talsania, Asha Sharma, Radha Seth | Singer: | Suresh Wadkar, Alka Yagnik | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | Anand Chitragupth, Milind Chitragupth | Film Director: | Manmohan Singh | Film Producer: | B S Shaad | External Links: | Pehla Pehla Pyar at IMDB Pehla Pehla Pyar at Wikipedia | Watch Full Movie: | Pehla Pehla Pyar at YouTube Pehla Pehla Pyar at YouTube |
|
|
|
|
|