Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tere Bin Kahee Jiyara Lage Naa - तेरे बिन कही जियरा लागे ना
aaja aaja na
tere bin tere bin kahi jiyara lage naa
aaja aaja aaja aaja aaja aaja
aaja aaja na
tere bin tere bin kahi jiyara lage naa
aaja aaja aaja aaja aaja aaja
kaise batau tumhe dil ki yeh majburiya
dono ke yeh fasle chhodo bhi yeh duriya
tumko bulane lagi hatho ki yeh chudiya
tumko bulane lagi hatho ki yeh chudiya
aaja aaja na
tere bin tere bin kahi jiyara lage naa
aaja aaja aaja aaja aaja aaja
tumko bhi hai yeh pata tumse mujhe pyar hai
iss pyar se kab kaha mujhko inkar hai
shishe ki phir bich me kaisi yeh diwar hai
shishe ki phir bich me kaisi yeh diwar hai
aaja aaja na
tere bin tere bin kahi jiyara lage naa
aaja aaja aaja aaja aaja aaja
itna toh aake bata kya maine ki hai khata
too de raha hai mujhe kis jurm ki yeh saja
aisa naa ho mai kahi kah du tujhe bewafa
aisa naa ho mai kahi kah du tujhe bewafa
aaja aaja na
tere bin tere bin kahi jiyara lage naa
aaja aaja aaja aaja aaja aaja
aaja aaja na
tere bin tere bin kahi jiyara lage naa
aaja aaja aaja aaja aaja aaja
aaja aaja na aaja aaja aaja aaja aaja aaja
aaja aaja aaja
lyrics typed by: neha gupta
Comments for lyrics of song "Tere Bin Kahee Jiyara Lage Naa"
lovehumanity on Thursday, November 25, 2010 Gulshan Kumar zinda tha to aesay hi geet T-Series ki cassettes aur CDs mein
as Bonus Track likh kar gift kiay jatay thay public ko.. Aik Thailay par
Juice Machine laga kar baichnay walay shakhs nay itni taraqqi ki to is mein
uski mihnat, qismat aur lagan kay sath sath innovative ideas denay ka bhi
hath raha hoga.. Baad mein wo Mafia kay hathon qatal houa aur Nadeem (of
Nadeem Sharavan) ko kafi arsa roposh rehna paRa phir arrest hua aur phir
Mafia nay chhuRa liya.. its a dirty world :-(