|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Tera Ek Sahara Hai Tu Hi Ek Hamara Hai - तेरा एक सहारा है तू ही एक हमारा हैtera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
nishdin ke in dukh dardo se
ab to bhawan mukti do
nishdin ke in dukh dardo se
ab to bhawan mukti do
aur agar dukh dena bhi to
dukh sahne ki shakti do
dukh sahne ki shakti do
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
matlab ke jhuthe rishto se
jab bhi man ghabraya hai
matlab ke jhuthe rishto se
jab bhi man ghabraya hai
chhod ke saari moh maaya ko
chain tujhi me paaya hai
chain tujhi me paaya hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
jo bhi de swikaar hai mujhko
par main chahu tujhse yahi
jo bhi de swikaar hai mujhko
par main chahu tujhse yahi
charanon me rahne de tu mujhko
gira hua chahe phool sahi
gira hua chahe phool sahi
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
Maila Aanchal |
Film cast: | Radha Saluja, Gulshan Arora, Indira Bansal, Abhi Bhattacharya | Singer: | Ramesh Kapoor, Jyoti III, Rakesh Pandey, Mahendra Kapoor, Krishna Kalle, Radha Saluja, Mukesh, Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Lyricist: | Nandi Khanna, Hasrat Jaipuri, Qamar Jalalabadi, Shaily Shailendra | Music Director: | Sharda | External Links: | Maila Aanchal at IMDB |
|
|
|
|
|