|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Teen Gawah Hain Ishq Ke - तीन गवाह है इश्क केaakash de par ab kuch nahi aakash te tu aur main
ta na na na na ta na na na na ho
tin gawah hain ishq ke ek rab hai ek tu aur main
sun zara kisliye gunjti hai zamin ho
aasmaan daastaan sun raha hai kahi ho
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main
ta na na na na ta na na na na
aasmaan khol ke dekhne do
us taraf shayad ek aur bhi ho
chalna rab koi raah na dekhta ho
ruh ko ruh se judne de ishq ki khushbu udne de
khwaab tha khwaab hai khwaab me rehne do
aasmaan daastaan sun raha hai kahi ho
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main
Mirzya - Dare To Love |
Film cast: | Harshvardhan Kapoor, Saiyami Kher, Art Malik, Anuj Chaudhary, Om Puri, K K Raina | Singer: | Daler Mehndi, Sain Zahoor, Akhtar Channal, Nooran Sisters, Siddharth Mahadevan, Mame Khan, Suchismita Das, Akhtar Chinnal, Shankar Mahadevan, K Mohan, Kaushiki Chakraborty | Lyricist: | Gulzar | Music Director: | Shankar Ehsaan Loy, Daler Mehndi | Film Director: | Rakeysh Omprakash Mehra | Film Producer: | Rohit Khattar, Rakeysh Omprakash Mehra, P. S. Bharathi Mehra, Rajeev Tandon | External Links: | Mirzya - Dare To Love at IMDB Mirzya - Dare To Love at Wikipedia |
|
|
|
|
|