|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Tay Kar Liya Hai Samander - तय कर लिया समंदर, अल्लाह के सहारेंtay kar liya samandar, allah ke sahare
tay kar liya samandar, allah ke sahare
badla mera muqaddar, allah ke sahare
tay kar liya samandar, allah ke sahare
wo shola jisko chhu kar, jal jata hain zamana
wo shola jisko chhu kar, jal jata hain zamana
dekhenge usko chhu kar, allah ke sahare
dekhenge usko chhu kar, allah ke sahare
badla mera muqaddar, allah ke sahare
tay kar liya samandar, allah ke sahare
daaman mein kankaro ke ambaar hain to kya hai
daaman mein kankaro ke ambaar hain to kya hai
ban jaayenge ye gohar, allah ke sahare
ban jaayenge ye gohar, allah ke sahare
badla mera muqaddar, allah ke sahare
tay kar liya samandar, allah ke sahare
Rishta (Album) |
Singer: | Jaswant Singh, Anuradha Paudwal | Lyricist: | Madan Pal, Ayaz Jhanswi, Israr Ansari, Ibrahim Ashq, Naini Kazmi, Prashant Vatsala, Payam Sayeedi | Music Director: | Shekhar Sen |
|
|
|