|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Taj Nagari Me Wo Tajwala Hai - ताज नगरी में वो ताजवाला है taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
jiska har daur mein bolbala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
nagpur mein roja dekha baba tajudin ka
baba tajudin ka
naam dekho kitna pyara baba tajudin ka
baba tajudin ka
waha wo aalam rahta nur ka ek dariya bahta hai
nur ka ek dariya bahta hai
aankhe ho dekhe jalwa baba tajudin ka
baba tajudin ka
sare valiyo mein dekho nirala hai wo
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re
arna aala sab aanke apni kismat ki bate hai
apni kismat ki bate hai
sabki khatir dar hai khusala baba tajudin ka
jiske mukdar mein hi kimsat jiske mukadar mein hi nemat
jiske mukadar mein hi nemat
usko najar aata hai jalwa baba tajudin ka
baba tajudin ka
rutba unka jamane mein aala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re
jisne iski koshish ki hai
usko manjil mil gayi hai
usko manjil mil gayi hai
kitna paak aur saf hai rasta baba tajudin ka
baba tajudin ka
aarju sabki sabki bhar late hai
mushkil mein wo kam aate hai
mushkil mein wo kam aate hai
lete hai ham naam hamesha baba tajudin ka
baba tajudin ka
hamko gam se unhi ne nikala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re
Aulia-e-islam |
Film cast: | Tarbez, Sonia Sahni, Farida Jalal, Rajendra Kumar, Jayraj, Padma Khanna, Mukri, Imtiaz Khan, Naaz | Singer: | Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi, Abdur Rab Chaush, Rashid Hairan, Aziz Ahmed Khan Warsi, Mahendra Kapoor, Yusuf Azad | Lyricist: | Khursheed Anwar, Vikar Nagari, Qamil Chandpuri, Gauhar Kanpuri | Music Director: | Jaani Babu Qawwal | Film Director: | A Shamsheer | Film Producer: | Ram Gopal Gupta | External Links: | Aulia-e-islam at IMDB | Watch Full Movie: | Aulia-e-islam at YouTube Aulia-e-islam at YouTube |
|
|
|
|
|