manjile rusawa hai, khoya hai rasta
aaye le jaye itni si iltija
ye meri zamanat hai, tu meri amanat hai
mujhko irade de kasame de wade de
meri duwao ke isharo ko sahare de
dil ko thikane de naye bahane de
khwabo ki barisho ko mausam ke paimane de
apne karam ki kar adaye kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main yaara
waqt bhi thahara hai kaise kyun ye hua
kaash tu aise aaye jaise koi dua
tu ruh ki rahat hai, tu meri ibadat hai
apne karam ki kar adaye, kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main yaara
Yaara...
Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si ilteja
Ye meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai aa...
Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de naye bahaane de
Khabon ki barishon ko mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main (x2)
Yaara...
Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main (x2)