|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Sigwan I Like That, Ai Haseen Ai Haseen - सिग्वन आई लाइक देट, ऐ हसीन ऐ हसीनai haseen ai haseen
ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi
ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi
mere dil mein utar gaye tum
teri jaduyi najar ka hai aisa asar hosh hi ho gaye gum
ai jawan naujawan ai mere hamnawa
ai jawan naujawan ai mere hamnawa
mere dil mein utar gaye tum
teri jaduyi najar ka hai aisa asar hosh hi ho gaye gum
tere bin gujara ab nahi jina bhi gawara ab nahi
tere bin gujara ab nahi jina bhi gawara ab nahi
dil tere hawale kar diya duja ka sahara ab nahi
ai haseen ai haseen ai haseen dilnashi
sahi nahi jati duriya thodi si hai majburiya
sahi nahi jati duriya thodi si hai majburiya
majburi na jan pe aa bane aisa hum na hone denge han
ai jawan naujawan ai mere hamnawa
ai jawan naujawan ai mere hamnawa
mere dil mein utar gaye tum
teri jaduyi najar ka hai aisa asar hosh hi ho gaye gum
Aishwarya |
Film cast: | Ahad Khan, Meghna Patel, Aarti Puri, Daji Goraya, Sabeena, Anwar | Singer: | Alka Yagnik, Arvinder Singh, Kunal Ganjawala, Shaan, Sudesh Bhosle, Sunidhi Chauhan, Vijay Prakash | Lyricist: | Atik Allahabadi | Music Director: | Vishnu Narayan | Film Director: | Joy Augustine | Film Producer: | Rajesh Kottopadath |
|
|
|
|
|