Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Visaal (Ghulam Ali)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
2.00 - 2 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Shaam Se Aaj Saans Bhari Hai - शाम से आज साँस भारी हैं

shaam se aaj saans bhari hain
bekraari hain bekraari hain
shaam se aaj saans bhari hain
bekraari hain bekraari hain
shaam se aaj saans bhari hain

aapke baad har ghadi hamne
aapke baad har ghadi hamne
aapke baad har ghadi hamne
aapke saath hi gujari hain
aapke saath hi gujari hain
shaam se aaj saans bhari hain

raat ko de do chaandani kiridar
raat ko de do chaandani kiridar
raat ko de do chaandani kiridar
din ki chadar abhi utari hain
din ki chadar abhi utari hain
shaam se aaj saans bhari hain

kal ka har vaakya tumahra tha
kal ka har vaakya tumahra tha
kal ka har vaakya tumahra tha
aaj ki daastaan hamari hain
aaj ki daastaan hamari hain
shaam se aaj saans bhari hain
bekraari hain bekraari hain


lyrics of song Shaam Se Aaj Saans Bhari Hai

Comments for lyrics of song "Shaam Se Aaj Saans Bhari Hai"
SuperChintaman on Wednesday, June 29, 2011
Gulam Ali saab ki yeh ghazal itni passionate hai ki Yeh khatm hone tak
ghazal sunanewale ki saans , sahimein BHAARI ho jaati hai!! Iss ghazal ki
baat hi kuch aur hai, Gulzaarsaab aur ghulamali saab ka ek behatarin
combination hai. Yeh ghazal sidha jigarke paar ho jaati hai. PRASAD
JAMBOTKAR,BARODA.

Letsfirst Chat on Friday, December 21, 2012
"Aap k baad har ghari humne Aap k saath he guzari hai" Wonderful lines, and
so true!!

Rupesh kant Vyas on Saturday, February 18, 2012
a rare masterpiece of Gulzar and Ghulam Ali...must listen.

Sanjay Bhardwaj on Thursday, June 19, 2014
Sahab se bada koi nahi...



Singer: Ghulam Ali
Lyricist: Gulzar
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy