Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sarbjit
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Sar Se Sajda (Meherbaan)
3.00 - 1 votes
Randeep Hooda, Aishwarya Rai Bachchan
Qawwalis
Video of the song from youtube

Lyrics of Sar Se Sajda (Meherbaan) - सर से सजदा तो सब करते है, हम दिल को झुका कर जायेंगे

sar se sajda to sab karte hai, hum dil ko jhuka kar jayenge
rutha mukkadar tere hi dar se, aaj manakar jayenge
hum jo aaye bulaya hai tune tera shukriya
to phir karde khatam ye jo sarhad hai, humare darmiya
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan

aaj ye thaani hai ha ji ha maine, aaj ye thaani hai
ho tere dar pe baha du, aankh me jitna mere pani hai
gamkhar tujhsa nahi hai, dekh li karke nadaniya
barso ke qaid lamho me tu, panaah to hai azaadiya
meri fitrate hai gunaah karna, teri aadat hai maaf karna
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan

ik anumaan sa chala hai mujhme, teri khushbu me mehka hu main
sargoshiya si mujhme guyi hai, parindo ki tarah ye gau main
sab aar paar dikhne laga hai, main ban gaya tera aayina
khud ka hi khud se yu ho gaya, hai har mod pe saamna
tere karam se mile sanam se
khushiya kadmon thale pichhi padi hai
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan
meharbaan meharbaan meharbaan, meharbaan meharbaan meharbaan


lyrics of song Sar Se Sajda (Meherbaan)



Film cast: Aishwarya Rai Bachchan, Randeep Hooda, Darshan Kumaar, Richa Chadda, Ankur Bhatia, Ram Murti Sharma, Trishan Singh, Charanpreet Singh, Ankita Shrivastava, Shivani Saini, Khushi Hazare, Inaya Sehgal, Aarohi Muley, Krisha Mehta, Viquar Shaikh, Tanya Sarda, Anoop Kamal Singh, Rohington Chesan, Hardev, Jyoti Kalash
Singer: Amaal Mallik, Arijit Singh, Tulsi Kumar, Sonu Nigam, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan, Shail Hada, Shafqat Amanat Ali, Munnawar Masoom, Shashaa Tirupati, Altamash Khan, Rabbani Mustafa
Lyricist: Rashmi Virag, Jaani, Sandeep Singh, Arafat Mehmood, A.M. Turaz, Haider Nazmi
Music Director: Amaal Mallik, Jeet Ganguly, Shail-Pritesh, Tanishk Bagchi, Shashi-Shivamm
Film Director: Omung Kumar
Film Producer: Vashu Bhagnani, Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Sandeep Singh, Omung Kumar, Jackky Bhagnani
External Links: Sarbjit at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy