Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aarti And Bhajan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of the song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.

Lyrics of Sadhu Se Sabandh Bina Mukti Kaa

sadhu se sabandh bina mukti kaa har prayas adhura rehta hai
sadhu se chhupaya kuchh bhee agar, sabandh dikhawa rehta hai
sadhu se sabandh bina mukti kaa, mukti kaa, mukti kaa, mukti kaa

sadhu se sabandh bina mukti kaa har prayas adhura rehta hai
ek chalana hai uske wachan par hame, baki sab woh pura karta hai
sadhu se sabandh bina mukti kaa, mukti kaa, mukti kaa, mukti kaa

aad se mann ke parde kee dekhe jo ham, swarup hamko samaj aaye pura nahee
sadhu ke wachan se jo dekhe agar, swarup pehchan payenge tab hee sahee
jitne hamne gun samaje, utne toh gun de de hame woh
prem nirpeksha de aisa kee, jag kaa pyar phika lagata hai
ek chalna hai uske wachan par hame, baki sab woh pura karta hai

chhodo todo kee riti bataye sabhee, sadhu kahe modo-jodo prabhu me sabhee
sewa bhagwan kee toh kare kar koyee, sadhu kehta karo sewa prabhu bhakt kee
satsang me buddhi naa lagaye wahee bhaye sadhu ko
uske anokhe ganit ke aage, har gnan jhotha thehara hai
ek chalana hai uske wachan par hame, baki sab woh pura karta hai

yeh galat woh sahee sochate rehte ham, apni buddhi kaa rehta hame hai garur
karke mulyakan rehte abhavo me, kuchh naa milta apne dosh badhate jarur
divya jisne sabako jana, aanand mastee me rahe woh
murtee me jo magan use har koyee, sakar prabhu hee dikhata hai
ek chalana hai usake wachan par hame, baki sab woh pura karta hai



Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy