|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
| Video of the song from youtube |
|
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website. You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=hTYq232fNM4 |
|
Lyrics of Saawan Ka Mahina - सावन का महिना saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
saawan ka mahina saawan ka mahina
mera raaja beta apni raani le ke aa gaya
mera raaja beta mera raaja beta mera raaja beta
saawan ka mahina
saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
saawan ka mahina
saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
mera raaja beta
mera raaja beta apni raani le ke aa gaya
mera raaja beta
saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
mera raaja beta
sabko ye khabar sunaau
main chham chham nachu gaau
sabko ye khabar sunaau
main chham chham nachu gaau
kahi aaj khushi ke maare main pagal naa ho jaau
main pagal naa ho jaau main pagal naa ho jaau
main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau
itni khushiya andekhi anjani le ke aa gaya
mera raaja beta
mera raaja beta apni raani le ke aa gaya
mera raaja beta
wo beete din wo raate wo sapno ki baarate
wo beete din wo raate wo sapno ki baarate
fir yaad mujhe aayi hai kuch bhuli bisri baate
main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau
meri saari yaade wo puraani le ke aa gaya
mera raaja beta
mera raaja beta apni raani le ke aa gaya
mera raaja beta
na sehara ghode hathi na baaja na barati
na sehara ghode hathi na baaja na barati
do naino ki doli mein le aaya wo jivan sathi
le aaya wo jivan sathi le aaya jivan sathi
main saj ke sad ke jaau main waari waari jaau
banke pagal premi prem kahani le ke aa gaya
mera raaja beta
mera raaja beta apni raani le ke aa gaya
mera raaja beta
saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
saawan ka mahina
saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
saawan ka mahina
mera raaja beta
saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
saawan ka mahina
mera raaja beta
saawan ka mahina baadal paani le ke aa gaya
saawan ka mahina
mera raaja beta

|
Poetic Translation - Lyrics of Saawan Ka Mahina |
|
The monsoon month arrives, clouds and rain it brings,
The monsoon month, the monsoon month.
My kingly son, his queen he brings along,
My kingly son, my kingly son, my kingly son.
The monsoon month.
The monsoon month, clouds and rain it brings,
The monsoon month.
The monsoon month, clouds and rain it brings,
My kingly son.
My kingly son, his queen he brings along,
My kingly son.
The monsoon month, clouds and rain it brings,
The monsoon month.
I'll share this news with all,
I'll dance and sing with glee,
I'll share this news with all,
I'll dance and sing with glee.
Lest I go mad with joy today,
Lest I go mad, lest I go mad!
I'll adorn myself, I'll sacrifice, I'll pour myself out!
So much unseen, unknown happiness he brings,
My kingly son.
My kingly son, his queen he brings along,
My kingly son.
Those passing days, those nights, those wedding dreams,
Those passing days, those nights, those wedding dreams,
Again, forgotten memories flood my mind,
I'll adorn myself, I'll sacrifice, I'll pour myself out!
All my old memories he brings,
My kingly son.
My kingly son, his queen he brings along,
My kingly son.
No wedding crowns, no horses, elephants, nor bands,
No wedding crowns, no horses, elephants, nor bands,
In the palanquin of two eyes, he brought his life's companion,
Brought his life's companion, brought his life's companion!
I'll adorn myself, I'll sacrifice, I'll pour myself out!
As a mad lover, he brings a tale of love,
My kingly son.
My kingly son, his queen he brings along,
My kingly son.
The monsoon month arrives, clouds and rain it brings,
The monsoon month.
The monsoon month, the monsoon month, clouds and rain it brings,

This Poetic Translation, in English, has been provided mainly for those users who do not understand Hindi. This is a basic translation and could have minor mistakes. Thanks.
|
 Deshwasi |
| Film cast: | Manoj Kumar, Hema Malini, Poonam, Mohd Ali, Zeba, Rajeev, Anupam Kher, Shashi Kapoor, Shiva, Bharat Kapoor | | Singer: | Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh, Kavita Krishnamurthy | | Lyricist: | Anand Bakshi | | Music Director: | Laxmikant Pyarelal | | Film Director: | Rajeev Goswami | | Film Producer: | Rajeev Goswami | | External Links: | Deshwasi at IMDB | | Watch Full Movie: | Deshwasi at YouTube Deshwasi at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|