Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Char Dil Char Raahen
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.43 - 28 votes
Shammi Kapoor, Meena Kumari, Raj Kapoor, Nimmi, Ajit, Kumkum
Video of the song from youtube

Lyrics of Saathi Re, Qadam Qadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hai Ham - क़दम क़दम से दिल से दिल मिला रहे हैं हम

sathi re sathi re sathi re
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil

sathi re bhai re
ham aaj niv rakh rahe hai us nijam ki
us nijam ki
bike na zindagi jahan kisi gulam ki
kisi gulam ki
lute na mehnate pise huye avam ki
na bhar sake tijoriyan koi haram ki
sathi re bhai re
har ek unch nich ko mita rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil

sathi re bhai re
hamare baajuo me aandhiyo ka zor hai
aandhiyo ka zor hai
hamari dhadkano me baadlo ka shor hai
hamare hath me vatan ki bagador hai
na bach ke ja sakege jinke dil me chor hai
sathi re bhai re
suno ki apna faisala suna rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil

sathi re bhai re
utha liya hai ab shama jawan ka nishaan
shama jawan ka nishaan
alag thalag na hogi ab humaari khetiyaan
ye humaari khetiyaan
chalengi sabke waste milo ki charkhiya
jami se asma talak uthengi chimniya
sathi re bhai re
kaha tha jo ab vo karke dikhla rahe hai hum
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil

sathi re bhai re
uthe vo naujawan jinko pyar chahiye
jinko pyar chahiye
badhe vo dulhane jinhe singar chahiye
jinhe singar chahiye
chale wo gulsita jinhe nikhar chahiye
unhe wo mastiya jinhe dildar chahiye
sathi re bhai re
ki zindagi ko uska haq dila rahe hai hum
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil

sathi re bhai re
ye raasta sunhari manjilo ko jayega
manjilo ko jayega
ye raasta khushi ki bastiya basayega
bastiya basayega
bichhad gayi thi jo unhe karib layega
ye raasta vo hai jo dil se dil milayega
sathi re bhai re
ki ab tamam fasale mita rahe hai
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil mila rahe hai ham
vatan me ek naya chaman khila rahe hai ham
kadam kadam se dil se dil


lyrics of song Saathi Re, Qadam Qadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hai Ham

Comments for lyrics of song "Saathi Re, Qadam Qadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hai Ham"
gopal sinha on Thursday, March 19, 2015
उत्साह-उमंग, कर्मठता की जीवंत संगीतमय अभिव्यक्ति !

aceji on Saturday, May 22, 2010
Please post nahin kiya to karke dekh by MUKESH. Thanks.

rumahale on Thursday, January 15, 2009
Thanks for reviving old treasure.

zara-jaan on Sunday, November 27, 2011
socialist pathos... wonderful! regret to live now

gardhavgadha on Thursday, February 24, 2011
Manna Dey's name is missing from your list.

View all 8 comments related to song Saathi Re, Qadam Qadam Se Dil Se Dil Mila Rahe Hai Ham - क़दम क़दम से दिल से दिल मिला रहे हैं हम


Film cast: Raj Kapoor, Meena Kumari, Kumkum, Nimmi, Naaz, Shammi Kapoor, Ajit, Jairaj, David, Anwar, Anwar Hussan, Rashid Khan, Nana Palsikar, Badri Prasad, Achla Sachdev, Shakuntala Paranjpye
Singer: Lata Mangeshkar, Meena Kapoor, Mahendra Kapoor, Mukesh, Manna Dey,
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Anil Biswas
Film Director: K A Abbas
External Links: Char Dil Char Raahen at IMDB    
Watch Full Movie: Char Dil Char Raahen at YouTube    Char Dil Char Raahen at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy