|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Reh Reh Ke Dil Ye Pukareeh reh ke dil ye pukare
reh reh ke dil ye pukare
jaan se pyaare
tod na dena
de ke sahaare
reh reh ke dil ye pukare
jaan se pyaare
tod na dena
de ke sahaare
chhod na dena apna banaa ke
chhod na dena apna banaa ke
apna banake
hame banaa ke
tod na dena
waade wafa ke ae ae
tod na dena
waade wafa ke
waade wafa ke
haaye waade wafa ke
toote na khwaab hamaare
toote na khwaab hamaare
jaan se pyaare
tod na denadeke sahaare
reh reh ke dil ye pukaare
jaan se pyaare
tod na dena
deke sahaare
kar ke muhabbat saath nibhana
kar ke muhabbat saath nibhana
saath nibhana
deko saath nibhana
tumko qasam hai bhool na jaana aa
tumko qasam hai bhool na jaana
bhool na jaana
kahin bhool na jaana
kehte hain ulfat ke maare
kehte hain ulfat ke maare
jaan se pyare
tod na dena
de ke sahaare
reh reh ke dil ye pukare
jaan se pyare
tod na dena
deke sahare
Shirin Farhad |
Film cast: | Pradeep Kumar, Madhubala, Uma Dutt, Kamal, P Kailash, Ram Avtar, Shakuntala Paranjpye | Singer: | Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Lyricist: | Tanveer Naqvi, Saba Afghani | Music Director: | S Mohinder | Film Director: | Aspi Azad | External Links: | Shirin Farhad at IMDB | Watch Full Movie: | Shirin Farhad at YouTube Shirin Farhad at YouTube |
|
|
|
|
|