Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Hum Dono (1961)
Hum Dono (1961)
Howrah Bridge (1958)
Howrah Bridge (1958)
Patita (1953)
Patita (1953)
Bees Saal Baad (1962)
Bees Saal Baad (1962)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Ek Ladki Badnaam Si
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.45 - 11 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.45
Total Vote(s) : 11
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Rahe Naa Rahe Chahe Hum Aur Tum - रहे ना रहें चाहे हम और तुम

rahe na rahe chahe hum aur tum
rahe na rahe chahe hum aur tum
charche jahan me humare rahenge
rahe na rahe chahe hum aur tum
charche jahan me humare rahenge
jeete ji bhi sath tumhare rahe hai
mar ke bhi sath tumhare rahenge
rahe na rahe chahe hum aur tum
charche jahan me humare rahenge

palko ki chilman jo uthi rahe to
dekha karti hun tujhe paas apne
palko ki chilman jo gir jaaye to
dekhti hai aankhe meri tere sapne
band rahe ya khuli rahe sajna
najro me tere hi najaare rahenge
rahe na rahe chahe hum aur tum
charche jahan me humare rahenge

chhod ke na jag me akele mujhko
dur meri najro se jana o sanam
isi me chhupi hai mere dil ki khushi
aaj mere sath sath khaao ye kasam
saanso ki ladi jab tak rahegi
ek dusre ke hum sahare rehenge
rahe na rahe chahe hum aur tum
charche jahan me humare rahenge

do hai ye badan magar ek jaan hai
sacche premiyon ki yahi pahchan hai
sang sang jeene ki tamanna dil me
sath sath marne ka armaan hai
dharti pe rahe mahbub banke
aasma pe banke sitaare rahenge
rahe na rahe chahe hum aur tum
charche jahan me humare rahenge

jeete ji bhi sath tumhare rahe hai
mar ke bhi sath tumhare rahenge
rahe na rahe chahe hum aur tum
charche jahan me humare rahenge
charche jahan me humare rahenge


lyrics of song Rahe Naa Rahe Chahe Hum Aur Tum

Comments for lyrics of song "Rahe Naa Rahe Chahe Hum Aur Tum"
Jamie Kaur on Tuesday, December 25, 2012
Dear Ahsan Merry Christmas To You and Your family. Bahut hi khoobsurat song
Lata Mangeshkar aur Kishore Kumar ki awaz mein. kabhi pehle nahi suna. Aap
ka har channel zabardast hai. Itne pyare song aur kahin nahi mil sakte.
Thanks for this amazing song.

Ahsan Qasim on Monday, December 31, 2012
WELLCOME DEAR FRIEND. SORRY FOR LET REPLY . JAB BHI KOI BHI ACHHA SONG
SUNTA YA DEKHTA HOON . AAPKE LIYE UPLOAD KAR DETA HOON . KYONKI AAPSE BAHUT
ACHHI TARAH SE SONG KO ENJOY KARNA JANTE HO .AUR USKE LIYE ACHHE -2 COMMENT
DETE HO THX. FOR LOVELY COMMENT.

Talat Hayat on Wednesday, March 25, 2015
Ahsan,
Thanks for uploading..this is really very rare and awesome duet..can you
please upload in better MP3 quality because everywhere it is available in
poor audio quality.
Thanks

Ootam Ramjeet on Tuesday, April 14, 2015
beautiful duet on behalf of lata ji and kishorta but somehow being slightly
forgotten these days.Need to make it alive.

Ahsan Qasim on Thursday, October 17, 2013
SAHI KAHA AAPNE GURPREET BHAI .KISHORE KUMAR KE AISE BAHUT KAM SONG HAI .
JAISE . JADUGAR TERE NAINA = MAN MANDIR

View all 7 comments related to song Rahe Naa Rahe Chahe Hum Aur Tum - रहे ना रहें चाहे हम और तुम


External Links: Ek Ladki Badnaam Si at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Hukumat (1987)
Hukumat (1987)
Dariya Dil (1988)
Dariya Dil (1988)
Taj Mahal (1963)
Taj Mahal (1963)
Sarfarosh (1999)
Sarfarosh (1999)
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy