|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
| Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
|
Lyrics of Prem Ki To Jhuthi Maaya - प्रेम की तो झूठी मायाprem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya
is duniya ki jhuthi rasme
jhuthe waade jhuthi kasme
prem ko koi samjh na paya
apna kaha jise vo tha paraya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya
patthar dil hai duniywaale
koi na dekhe man ke chhale
meet samjh ke jiski pukaara
usi ne man ka deep bujhaya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya

|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|