Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Madan Mohan - Tere Bagair
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Phir Wohi Shaam - फिर वो ही शाम, फिर वो ही हम

phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard puraane, dard purane
phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard purane, dard purane
phir wohi shaam

kaun aaya aur kaun gaya, yaad se kya fayada
kaun aaya aur kaun gaya, yaad se kya fayada
sunanewala koyi nahi fariyad se kya fayada
bhul bhi jao afsane, bhul bhi jao afsane
phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard purane, dard purane
phir wohi shaam

ik diwana chala gaya toh sau diwane aayenge
ik diwana ha diwana ho diwana
ik diwana chala gaya toh sau diwane aayenge
shamma me jab tak garmi hai, kayi parwaane aayenge
kayi parwaane aayenge
apane dil ko behala le, apane dil ko behala le
phir wohi shaam, phir wohi hum haay
phir wohi dard puraane, dard puraane
phir wohi shaam

woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
woh na sahi aa ha woh na sahi o ho
woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
naam se kya lena hai tujhako, aye dil tu badnaam sahi
aye dil tu badnaam sahi
phir se uthaale paimane, phir se uthaale paimane
phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard purane, dard purane
phir wohi shaam, phir wohi hum
phir wohi dard purane, dard purane
phir wohi dard purane


lyrics of song Phir Wohi Shaam

Comments for lyrics of song "Phir Wohi Shaam"
ANU VIKSHAT on Friday, February 28, 2014
"sharing an unheard song from an unreleased film called Phir Wohi Shaam
which was being directed by R.K.Nayyar and featuring Sadhana. This song was
released in the unreleased songs of Madan Mohanji, titled Tere
Bagair..This song has two moods and sung by Asha Bhosle".
.Comments inserted by Sangeeta kohli Gupta ji daughter of Madan Mohan
ji.

saurabh upadhyay on Monday, November 09, 2015
why she used to sing like this??

saurabh upadhyay on Monday, November 09, 2015
worst singing



Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Brij Bhushan, Mohammed Rafi
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy