Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Dil Ke Tukde Hazaar Huye (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Pehle Toh Kabhee Kabhee Gham Tha
4.30 - 43 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Pehle Toh Kabhee Kabhee Gham Tha - हूं पहले तो कभी कभी ग़म था

hu pehle toh kabhi kabhi gham tha
abb toh har pal hi teri yad satati hai
abb toh har pal hi teri yad satati hai
pehle toh kabhi kabhi gham tha
abb toh har pal hee teree yad rulati hai
abb toh har pal hee teree yad rulati hai

pehle toh kabhi kabhi gham tha
magar yeh dard-e-judai hai har ghadi abb
magar yeh dard-e-judai hai har ghadi abb
pehle toh kabhi kabhi gham tha
magar yeh daag-e-judai hai har ghadi abb
magar yeh daag-e-judai hai har ghadi abb

mai tujhse kaise kahu yeh bata
ki teri yaad ke sahare jee raha hu
ki teri yaad ke sahare jee raha hu
mai tujhse kaise kahu yeh bata
ke gham ke aansuo ko khud hi pee raha hu
ke gham ke aansuo ko khud hi pee raha hu
mai tujhse kaise kahu yeh bata
naa mar dale teri bewafai mujhko
naa mar dale teri bewafai mujhko
mai tujhse kaise kahu yeh bata
naa mar dale teri judai mujhko
naa mar dale teri judai mujhko

ai pagli tu kyon ro rahi hai
ke gham toh mujhko uthana hai judai kaa
ke gham toh mujhko uthana hai judai kaa
ae pagli tu kyon ro rahi hai
tere liye toh sama hai yeh shehnayee kaa
tere liye toh sama hai yeh shehnayee kaa
ae pagli tu kyon ro rahi hai
ke gaon chhod na hai mere mukaddar me
ke gaon chhod na hai mere mukaddar me
ai pagli tu kyon ro rahee hai
aa ke umr gujregee abb meree yeh safar me
aa ke umr gujregee abb meree yeh safar me


lyrics of song Pehle Toh Kabhee Kabhee Gham Tha

Comments for lyrics of song "Pehle Toh Kabhee Kabhee Gham Tha"
Sagar Gupta on Thursday, July 31, 2014
Ek Ajeeb Daastan Hai
Mere Afasane Ki..!!
.•* ★
Maine Pal Pal Koshish Ki
Tere Paas Aane Ki..!!
.•* ★
Kismat Thi Meri Ya
Saazish Zamaane Ki..!!
.•* ★
Door Hue Itna Jitna Umeed Thi
Kareeb Aane Ki...!!

fareed khan on Tuesday, November 18, 2014
wo jaanta thaa
Bohot pasand hai Baarish mujh ko
is liye shayad
jaate waqt meri Aankho ko
wo de gya hai saawan ka pata...

(¯`•.•´¯) (¯`•.•´¯)
*`•.¸(¯`•.•´¯)¸ -­ ­ .•´
☆ º `•.¸.•´ º ☆ .¸๑FAREED KHAN✰¸.•´¯`☆Leal☆

basheer b on Thursday, November 06, 2014
Tumne haum Ko is kabil bhi nahi joda haum duniyase nazar milasake
Pleese applogo se guzari kartahu mai koibi apne patiko aisa dokana de o
duniya

se nazar na milasake aur apne akose asuna mitasake
Kisi ko a bath buri lagi hoto muje maff kardena plsee... 

Prerak Vyas on Thursday, May 30, 2013
पहले तो कभी कभी ग़म था अब तो हर पल ही तेरी याद सताती है अब तो हर पल ही तेरी
याद रुलाती है

Sagar Gupta on Thursday, July 31, 2014
Tumhare khyal se daman
Chura ke dekha hai
ღღღღ
Dil or nazar ko bohat
Aazma ke dekha hai
ღღღღ
Mohbbat ki kasam tum nahi to
Kuch bhi nahi
ღღღღ
Maine kuch pal tumko
Bhula kar dekha hai...

View all 61 comments related to song Pehle Toh Kabhee Kabhee Gham Tha - हूं पहले तो कभी कभी ग़म था


Singer: Altaf Raja
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy