Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Maha Badmash
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Nazar Hai Badli Badli Si Ada Hai Jaani Pahchani
4.83 - 6 votes
Vinod Khanna, Bindu
Video of the song from youtube

Lyrics of Nazar Hai Badli Badli Si Ada Hai Jaani Pahchani - नजर है बदली बदली सी अदा है जानी पहचानी

aap chehre pe chada lijiye lakho chehre
asli chehre ko chupana to bahut muskil hai
badaliya dhanp to sakti hai chand suraj ko
unki kirno ko dabana to bahut mushkil hai

najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
tujhe hum maan gaye maan gaye maan gaye jaani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani
kabhi anjaani surat bhi hame lagti hai pahchani
kabhi anjaani surat bhi hame lagti hai pahchani
magar ye wo nahi wo nahi wo nahi rani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani

hum jami pe rahke sitaro ki khabar rakhte hai
jism hai shishe ka
pathar ka jigar rakhte hai dhokha kha jaye
najar apni ye mumkin hi nahi
tadpne wale kayamat ki najar rakhte hai
ke sach par jhuth ka parda girana to hai nadani
ke sach par jhuth ka parda girana to hai nadani
tujhe hum maan gaye maan gaye
maan gaye jaani kabhi anjaani surat bhi
hame lagti hai pahchani

aapka andaza maana ke bahut acha hai
aapne aankho ko aayina bana rakha hai
par jo dharti se gagan milta najar aata hai
wo najar ka nahi dhokha to fir kya hai
khuda jane tumhe kis baat par hai itni hairani
khuda jane tumhe kis baat par hai itni hairani
magar ye wo nahi wo nahi wo nahi rani
najar hai badli badli si ada hai jaani pahchani

yaki na aayega hamko kabhi aisi dalilo se
to jakar mashwara kar lijiye apne wakilo se
jarurat kya bhala hamko kisi se mashware ki hai
to fir maan lo chup chap ke ye or koi hai
magar ye jhuth hai sada to fir layo sabut iska
wahi ye nak naksha hai khuda ne sabko baksha
hai kamar bhi patli hai waisi milegi lakho ki aisi
lachakti chal me masti jawani me rahe sabki
hame nadan samjhte ho aji kyu gussa karte hai
ye parda chak kar denge irada khak kar denge
ye parda chak kar denge irada khak kar denge
humse jo jeet sake
aisa jamaane me nahi haar ka jikar kahi
apne fasane me nahi kaha ab kuch to
pachtana padega tujhko diwani kaha ab kuch to
pachtana padega tujhko diwani
magar ye wo nahi wo nahi wo nahi rani
kabhi anjaani surat bhi hame lagti hai pahchani


lyrics of song Nazar Hai Badli Badli Si Ada Hai Jaani Pahchani



Film cast: Vinod Khanna, Neetu Singh, Bindu, Pinchoo Kapoor, Om Shiv Puri, Brahmachari, Rajan Haksar, Imtiaz Khan, Shiv Kumar, Raza Murad, Parveen Paul, Shetty, Nandita Thakur
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist: Noor Dewasi, Naqsh Lyallpuri
Music Director: Ravindra Jain
Film Director: R G Thaker
Film Producer: Swaran Singh Kanwar
External Links: Maha Badmash at IMDB    Maha Badmash at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy