Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Shikast
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Nayi Zindagi Se Pyar Kar Ke Dekh, Iss Roop Ka Singar Karke Dekh (Sad)
3.88 - 8 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Nayi Zindagi Se Pyar Kar Ke Dekh, Iss Roop Ka Singar Karke Dekh (Sad)

ho ho ho ho ho ho ho o o o
nayi jindagi se pyar kar ke dekh
iske rup ka singar kar ke dekh
ispe jo bhi hai nisar kar ke dekh
nayi jindagi se pyar kar ke dekh
nayi jindagi se pyar kar ke dekh
iske rup ka singar kar ke dekh
ispe jo bhi hai nisar kar ke dekh
nayi jindagi se pyar kar ke dekh



sach kabhi to honge
khwab or khyal tere khwab or khyal
ho tere khwab or khyal
kab talak rahenge dil pe bekashi ke jal
dil pe bekashi ke jal
bhakt sun chuka hai tere dil ka hal tere dil ka hal
bhakt sun chuka hai tere dil ka hal tere dil ka hal
or char din gujar kar ke dekh
nayi jindagi se pyar kar ke dekh
iske rup ka singar kar ke dekh
ispe jo bhi hai nisar kar ke dekh
nayi jindagi se pyar kar ke dekh


dil ke tar chuke ga raha hai kaun
geet ga raha hai kaun geet ga raha hai kaun
lekar ye bahare aa raha hai kaun
muskura raha hai kaun muskura raha hai kaun
tan pe or man pe cha raha hai
kon cha raha hai kon
tan pe or man pe cha raha hai
kon cha raha hai kon
apna dil kisi pe har kar ke dekh
nayi jindagi se pyar kar ke dekh
iske rup ka singar kar ke dekh
ispe jo bhi hai nisar kar ke dekh
nayi jindagi se pyar kar ke dekh

Comments for lyrics of song "Nayi Zindagi Se Pyar Kar Ke Dekh, Iss Roop Ka Singar Karke Dekh (Sad)"
Sara S.J on Friday, January 30, 2015
Behad khoobsoorat geet hai Mk jee. Shailander ji ne sunder shabdon ka
chayan kiya hai. Logon ki nai raah dikhayee hai. Lekin jis waqt ka ye geet
hai us samay Vidhya jeevan bandhano main bandha hua tha. Us jaal se mukt
hona Itna aasan nahi tha. Shailander ji ne ye geet likh ke is disha achcha
kaam kiya hai. Ramesh Sahgal ji ne sachmuch bahaduri ka kaam kiya hai us
waqt main aisi krantikari film bana ke.Mujhe nahi malum ki film ka ant kya
hai.Shayad dukhad hi hoga.
Lagta hai Shiqast aapki pasandida film hai. Itna khoobsoorat geet suna ne
ke liye tahe dil se Shukriya ,halanki geet pahli baar hi suna hai.
Correction - vidhwa 

Priya MyMusicalHeaven on Saturday, January 31, 2015
"Nayee zindagi se pyaar kar ke dekh, iske roop kaa singaar kar ke dekh,
ispe jo bhi hai nisaar kar ke dekh" -- jeevan mein umang aur utsaah jagaane
ki prerna dene waala yeh geet aaj bahut samay pashchaat sunaa, MKji. Sabhi
kalaakar badhaai ke paatra hain is anmol geet kee rachna ke liye, Shikast
ke anya sabhi geeton ke liye, aur uttam abhinay ke liye. Vaidhavya jaise
vishay par bani yeh film samaaj-sudhaaran ke prayatn mein apne samay ki
pragatisheel filmon mein se thi. Is priy geet ke liye dhanyavaad, MKji.

Subhash Kothari on Sunday, February 01, 2015
What an emotional and meaningful lyric from Shailendraji and such a
beautifully scored by Shanker Jaikishanji. Of course Rafiji and Lataji also
played important part in making immortal song. I like this one. 

gopal sinha on Saturday, January 31, 2015
शैलेन्द्र बहुत अच्छे गीतकार थे। सरलता, सादगी और आशावादिता उनकी विशेषता थी।

99farooque on Tuesday, July 21, 2015
Nice words. ..thanks for uploading the beautiful song with lyricist name
.I.e Sheilandr ji.



Film cast: Dilip Kumar, Nalini Jaywant, Shyam Lal, Om Parkesh, Nargis Dutt, Leela Mishra, Hemavati, K N Singh, Durga Khote
Singer: Asha Bhosle, Hemant Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Talat Mahmood
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Ramesh Saigal
Film Producer: Asha Dep
External Links: Shikast at IMDB    Shikast at Wikipedia
Watch Full Movie: Shikast at YouTube    Shikast at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy