Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aashiq Hoon Baharon Ka
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka
4.22 - 37 votes
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Tareef Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka - नहीं देखा कभी पहले, ये फूल है किन गुल्जारों का

nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka

mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi
par daro mat phulo ko mai todhta nahi
mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi
par daro mat phulo ko mai todhta nahi
mujhko khabar hai ki tumsi najuk kaliya
chhune se shrama jati hai
ye hai aadat meri bina matlab ke
ye najare yuhi kisi chehare pe rukh jati hai
yuhi kisi chehare pe rukh jati hai
nahi dil me mere kuch mere, mujhe sokh hai sirf najaaro ko
mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka

tumsi hasino ki ho khak khadar
hum log rang roop ko na dekhe agar
tumsi hasino ki ho khak khadar
hum log rang roop ko na dekhe agar
jisko koi dekhata nahi puchho us se ki
kitani lakleef hoti hai
jal jata hai vo dil hi dil me jab
samane uske auro ki tarif hoti hai
tarif hoti hai to lat uljhi suljha du
matlab hai ye mere isharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka
nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha
ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka
mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka


lyrics of song Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka

Comments for lyrics of song "Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka"
gbolagun on Wednesday, September 17, 2008
Kishore was great; complimented all the hindi stars of his time. great
song; thanks Kkaustav for uploading this long-awaited song that is one of
the best in its days in Nigeria. there are other memorable songs in this
great film; please & kindly upload especially another solo by Rajesh in a
pub. great pictures one of Europe's beautiful cities. great title track.

gbolagun on Wednesday, September 17, 2008
from 4.00 mins; its great acting by Rajesh & Zeenie. Is Zeenie jittery of
the girls when she didnt give her face to Rajesh? great chemistry. the
scene creats lots of fun. cheers.

sublimeksaleel on Saturday, June 27, 2009
exactly, u c i am in the uk, question is did she mean it? if so why? and for whatever reasons, howcome was it never edited out, were the director and the cameraman not aware of what it means?or that they were aware of it, but saw it fit in zeenat's character in the movie? zeenat was in the usa for a while, but i am not sure that even in usa they use that gesture the way we do, then again when someone vists a new place or learns a new language most people tend to learn swear words etc at first

Kaash Saraiya on Friday, September 19, 2008
"Yehi aadat hai meri bina matlabh ke, ye nazrein kissi chehre pe younhi ruk
jaati hai...haan ruk jaati hai Nahi dil mei, kuchh mere...mujhe shoukh hai
sirf nazaaro ka..." I love that line!!! Amazing song by kishoreda, and
beautifully acted by the great Rajesh Khanna

sublimeksaleel on Tuesday, December 02, 2008
the seetings of europe, beautiful zeenat with rajesh khanna and the amazing voice of kishore da with great lyrics and music, what more can you ask for.

View all 12 comments related to song Nahi Dekha Kabhi Pahle, Ye Phul Hai Kin Ghuljharo Ka - नहीं देखा कभी पहले, ये फूल है किन गुल्जारों का


Film cast: Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Danny Denzongpa, Asrani, Om Parkesh, Nadira, Preeti Ganguli, Rehman, Sulochana, Julie Ames, Pinchoo Kapoor
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: J Om Prakash
Film Producer: K K Talwar, Raj Bathija
External Links: Aashiq Hoon Baharon Ka at IMDB    Aashiq Hoon Baharon Ka at Wikipedia
Watch Full Movie: Aashiq Hoon Baharon Ka at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy