|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Na Na Na Mai Nahi Aati - ना ना ना मै नहीं आती na na na mai nahi aati na na na mai nahi aati
mujhe chedoge tum
na na na mai nahi aati na na na mai nahi aati
mujhe chedoge tum ek to matwali albeli
us par se tum akele mai akeli
na na na mai nahi aati mujhe chedoge tum
ek to matwali albeli us par se tum akele mai akeli
na na na mai nahi aati na na na mai nahi aati
mujhe chedoge tum
mujhko pata hai pakdoge pahle ye gori bahe huzur
mujhko pata hai pakdoge pahle ye gori bahe huzur
phir in labo ko apne labo se chedoge huzur
ek to ye jawani hai akeli us par se tum akele mai akeli
na na na mai nahi aati mujhe chedoge tum
ek to matwali albeli us par se tum akele mai akeli
na na na mai nahi aati
na na na mai nahi aati mujhe chedoge tum
meri na mano to khud hi dekho
lag ke lipat ke ek baar
meri na mano to khud hi dekho
lag ke lipat ke ek baar
haa kore badan ki saundhi mahak se
kar dungi tumko bekarar hoga kya jo tabiyat khud kheli
us par se tum akele mai akeli
na na na mai nahi aati mujhe chedoge tum
ek to matwali albeli us par se tum akele mai akeli
na na na mai nahi aati
na na na mai nahi aati mujhe chedoge tum
|
Comments for lyrics of song "Na Na Na Mai Nahi Aati" |
|
Kenny boy on Friday, June 12, 2015 aww succha cutey sweet song sung by Alka for RDB..luvly combo...wonder
who the lyricist is.;-)
ANU VIKSHAT on Sunday, August 26, 2012 Moon Moon sen ; the enchanting beauty for ever...like Madhuri Dixit..
|
|
|
|
|