Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sharaabi
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mujhe Naulakha Manga De Re
4.27 - 134 votes
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Marriage Songs, Dance Songs, Raag Based Songs, Raga - Pilu
Video of the song from youtube

Lyrics of Mujhe Naulakha Manga De Re - मुझे नौलख्खा मंगा दे रे

ang ang tera rang rachaake aisa karu singaar
jab jab jhaanjhar jhankaau main khanake man ke taar
mujhe naulakha manga de re o saiya deewaane
mujhe naulakha manga de re o saiya deewaane
mujhe naulakha manga de re o saiya deewaane
maathe pe jhoomar kaanon mein jhumka
paanv mein paayaliyaa haatho mein ho kangana
mujhe naulakha manga de re o saiya deewaane
tujhe main, tujhe main
tujhe gale se laga loongi o saiya deewaane
mujhe angiya sila de o saiya deewaane
tujhe main, tujhe main
tujhe seenr se lagaa loongi o saiya deewaane
mujhe naulakha manga de re o saiya deewaane

salma sitaron ki jhilmil chunariya aau pahenke to fisle najariya
mujhe ko sajaa de balmaa sajaa de mujhe ko sajaa de balmaa
kori kuwari yeh kamseen umariya tere liye naache sajke sanwariya
laali manga de sajna sooraj se laali manga de sajna
tujhe main, tujhe main
tujhe hothon se laga loongi o saiya deewaane
tujhe hothon se laga loongi o saiya deewaane
mujhe naulakha manga de re o saiya deewaane

main to saari umariya lootaye baithi
balma do akhiyon ki sharaat mein
main to janmon ka sapna sajaaye baithi
sajanaa kho ke teri mohabbat mein
maana re maana yeh ab maine maana
hota hai kya saiyan dil ka lagana
roke yeh duniya ya roothe zamana
jaana hai mujhko sajan ghar jaana ho
jaise kajra hase, jaise kajra hase, jaise kajra hase, jaise kajra hase
waise akhiyon mein tum muskurana
ho kirnon se yeh maang meri sajaa de
poonam ke chanda ki bindiya manga de
tujhe main, tujhe main
tujhe maathe pe sajaa loongi o saiya deewaane
tujhe maathe pe sajaa loongi o saiya deewaane

log kehte hai main sharaabi hoon
log kehte hai main sharaabi hoon
tum ne bhi shaayad yehi soch liye haan
log kehte hai main sharaabi hoon

kissi pe husn ka guroor jawaani ka nasha
kissi ke dil pe mohabbat ki rawaani ka nasha
kissi ko dekhke saanso se ubharta hai nasha
bina piye bhi kahin hadh se guzarta hai nasha
nashe mein kaun nahin hai mujhe bataao zara
kisse hai hosh mere saamne to laao zara
nasha hai sab pe magar rang nashe ka hai juda
khili khili hui subah pe hai shabnam ka nasha
hawa pe khushbu ka baadal pe hai rimjhim ka nasha
kahin suroor hai khushiyon ka kahin gam ka nasha
nasha sharaab mein hota to naachti botal
maikade jhoomte paimaanon mein hoti hulchul
nasha sharaab mein hota to naachti botal
nashe mein kaun nahin hai mujhe bataao zara
nashe mein kaun nahin hai mujhe bataao zara

log kehte hai main sharaabi hoon
thodi aankhon se pilaa de re sajni deewaani
thodi aankhon se pilaa de re sajni deewaani
tujhe main, tujhe main
tujhe saanso mein basaa loonga sajni deewaani
tujhe naulakhaa manga doonga sajni deewaani
tujhe naulakhaa manga doonga sajni deewaani


lyrics of song Mujhe Naulakha Manga De Re

Comments for lyrics of song "Mujhe Naulakha Manga De Re"
Jaseeka Rawr on Tuesday, February 28, 2012
What does Devvani or Dewani mean? Girl or "people who" maybe? I thought I
heard it used either way. Can someone tell me? Thanks!

Jaseeka Rawr on Friday, April 12, 2013
Thanks! [If I could tell you all I've learned since I made this comment..
;)] Much appreciation for the info you kindly gave me!

Alex Nicole on Wednesday, November 09, 2011
gaga stole this outfit!!! I just know it

Praveen Kumar soni on Wednesday, September 04, 2013
Praveen Kumar soni this is the good song .

anil mehta on Tuesday, January 29, 2013
i love this song and arpit knows how

View all 7 comments related to song Mujhe Naulakha Manga De Re - मुझे नौलख्खा मंगा दे रे


Film cast: Amitabh Bachchan, Jaya Prada, Om Prakash, Ranjeet, Pran, Satyen Kappu, Deepak Parashar, Smita Patil, Bharat Bhushan, C S Dube, A K Hangal, Dinesh Hingoo, Viju Khote, Mukri, Suresh Oberoi, Sudhir, Mayur, Gurbachan, Asha Lata, Chandrashekhar, Jankidas, Pinchoo Kapoor, Ram Sethi, Rajan Haksar, Sunder
Singer: Amitabh Bachchan, Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist: Anjaan, Prakash Mehra
Music Director: Bappi Lahiri, Anil Mohile, Arun Paudwal
Film Director: Prakash Mehra, Sushil Malik
Film Producer: Satyendra Pal
External Links: Sharaabi at IMDB    Sharaabi at Wikipedia
Watch Full Movie: Sharaabi at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy