Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Naya Daur
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mujhe Dosto Tum Gale Se
4.71 - 7 votes
Rishi Kapoor, Danny Denzongpa
Video of the song from youtube

Lyrics of Mujhe Dosto Tum Gale Se - मुझे दोस्तों तुम गले से

mujhe dosto tum gale se laga lo
mera aur koi sahara nahi
mujhe dosto tum gale se laga lo
mera aur koi sahara nahi
o humi hai jo ek dusre ke hai sathi
zamane me koi hamara nahi
mujhe dosto tum gale se laga lo
mera aur koi sahara nahi
o humi hai jo ek dusre ke hai
sathi zamane me koi hamara nahi

o sharafat se dekha bahut kam leke
jiunga mai ab sar pe ilzam leke
sharafat se dekha bahut kam leke
jiunga mai ab sar pe ilzam leke
gaya har jagha dil ka paigam leke
pukara mai har ek ka naam leke
mera naam koi pukara nahi mera aur koi sahara nahi
o hami hai jo ek dusre ke hai sathi
zamane me koi hamara nahi

kaha ja rahe the kaha aa gaye ho karpa
gulsita chhod kar aa gaye ho
kaha ja rahe the kaha aa gaye ho karpa
gulsita chhod kar aa gaye ho
jaha par hai kante waha aa gaye ho
pareshan hoke yaha aa gaye ho
yaha bhi tumhara gujara nahi mera aur koi sahara nahi
o hami hai jo ek dusre ke hai sathi
zamane me koi hamara nahi

chalo tod de zindagi ke bharam ko
chalo tod de zindagi ke bharam ko
khushi se laga le gale apne gam ko
bhula dale duniya ki jhuti sharam ko
kasam jaan ki is zamane ne bigada
hai humko lekin sawara nahi
mera aur koi sahara nahi o hami hai jo ek dusre ke hai sathi
zamane me koi hamara nahi mujhe dosto tum gale se laga lo
mera aur koi sahara nahi


lyrics of song Mujhe Dosto Tum Gale Se

Comments for lyrics of song "Mujhe Dosto Tum Gale Se"
gupt63 on Wednesday, July 27, 2011
A rare song sung by Rafi, composed by the great R.D Burman. But what is
even more rare is that the movie was directed by an unknown director of
that time, Mahesh Bhatt who is today known for his music!!

rajeev kashikar on Wednesday, April 10, 2013
danny has sung the best ... by the mahesh bhatt did one movie with RD much
before this - vishwasghaat



Film cast: Rishi Kapoor, Bhavna Bhatt, Danny Denzongpa, Farida Jalal, Paintal, Madan Puri, Sapru, Om Prakash, Shreeram Lagoo
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Danny Denzongpa
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: R D Burman
External Links: Naya Daur at IMDB    Naya Daur at Wikipedia
Watch Full Movie: Naya Daur at YouTube    Naya Daur at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy