Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aakash Deep
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye
4.38 - 112 votes
Dharmendra
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye - मुझे दर्द-ए-दिल का पता ना था, मुझे आप किस लिए मिल गये

mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye
mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye

yu hi apne apne safar mein gum
kahi dur main kahi dur tum
yu hi apne apne safar mein gum
kahi dur main kahi dur tum
kahi dur tum
chale ja rahe the juda juda
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye

main garib haath badha to du
tumhe pa saku ke na pa saku
main garib haath badha to du
tumhe pa saku ke na pa saku
tumhe pa saku
meri jaan bahut hain ye faasla
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye

na main chaand hun kisi shaam ka
na chiraag hun kisi baam ka
na main chaand hun kisi shaam ka
na chiraag hun kisi baam ka
kisi baam ka
main to raaste ka hun ek deeya
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maje mein tha
mujhe aap kis liye mil gaye
mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye


lyrics of song Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye

Comments for lyrics of song "Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye"
Ashok Kumar Sethi on Thursday, May 14, 2015
मैं गरीब हाथ बढ़ा तो दूं,,तुम्हें पा सकूं के न पा सकूं
मेरी जां बहुत है ये फासला मुझे आप किस लिए मिल गए.

क्य बात है अल्फाज़ों में .दिल के उद्गार किस प्र्कार निकल कर दिल को छू रहे
है .यादों में हमेशा बसते रहो चित्रगुप्तजी..मैं कहां से लाउं ऐसे लोग इस
दुनिया में.

mialvi9 on Friday, October 16, 2015
Majrooh S was the most prolific lyricist of Bollywood. In a career spanning
more than half a century, he wrote hundreds of songs of every conceivable
mood and situation, but never used substandard language for cheap
publicity. This one is among his best creations. Chitragupta’s composition
is excellent and Mohd. Rafi’s rendition is out of this world. Such
beautiful songs helped Dharmendra establish himself as a leading actor. His
acting in songs was always good, as it is in this one. An audio-visual
masterpiece!

Bhaskar Brahmbhatt on Sunday, August 31, 2014
Sahir Ludhianvi is the real creator and best at this song. Other than
Chitragupta ,Ravi has also composed superb songs for genius singer Mohd
Rafi that may be "Chouhvi ka chand ho.." , "Chhoo lene do najuk..", "Sou
bar Janam lenge..." etc. However here in this song Sahir touch will always
be remembered.

Rakesh Sharma on Thursday, June 09, 2011
Dear ALL, It is beyond doubt that the Rafi Saab was the Greatest. But you
must remember the creators too, Majrooh Sahib and Great Chitargupt
ji.Imagine Mohd. Rafi without these magical melodies and what could he had
sung with modern days writers and " CHOR COMPOSERS" , hats off the entire
team

01Musicguru on Saturday, June 04, 2011
"Raat hote hi chiraghon ko bhuja deta hoon. Aiy...Amir.. Raat hote hi
chiraghon ko bhuja deta hoon. Aiy ..Amir.. Yeh Dil hi kaafi hai.. .. teri
yaad meh jalne ke liyeh..!! This one really hurts me.it reminds me of
who I really am ..but ..sad within! Thank You ...RAFI SAHIB..R.I.P.

View all 65 comments related to song Mujhe Dard-E-Dil Ka Pata Na Tha, Mujhe Aap Kis Liye Mil Gaye - मुझे दर्द-ए-दिल का पता ना था, मुझे आप किस लिए मिल गये


Film cast: Dharmendra, Nanda, Mehmood, Nimmi, Tiwari, Shobha Khote, Tarun Bose, Ashok Kumar
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Manna Dey, S Balbir, Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Chitragupt
Film Director: Phani Mazumdar
Film Producer: Rangam
External Links: Aakash Deep at IMDB    Aakash Deep at Wikipedia
Watch Full Movie: Aakash Deep at YouTube    Aakash Deep at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy