Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Nadir Shah
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
2.91 - 367 votes
Feroz Khan, Naaz
Dance Songs, Raag Based Songs, Raga - Miyan Ki Malhar
Video of the song from youtube

Lyrics of Mohammad Shah Rangile Re - मोहम्मद शाह रंगीले रे

mohammad shah rangeele re
mohammad shah rangeele re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
mohammad shah rangeele re
mohammad shah rangeele re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
mohammad shah rangeele

agar nikal ke teri bazm se kahin chaliye
aa aa agar nikal ke teri bazm se kahin chaliye
to baar baar ye kehta hai dil
wahin chaliye
o o o o
isiliye to ye mehfil sajaaye baithe hain
isiliye to ye mehfil sajaaye baithe hain
ke hum charaag nahin dil jalaye baithe hain
aaaa
mohammad shah rangeele re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
mohammad shah rangeele

ye baat kyaa hai ki dil jab se teri chaah mein hai
ye baat kyaa hai ki dil jab se teri chaah mein hai
kahin wo rang nahin
jo teri niagaah mein hai
aaaa
meri nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane
meri nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane
chhalak rahe hain yahan
rang o boo ke paimaane
aaaa
mohammad shah rangeele re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
mohammad shah rangeele

idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahee
aa idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahee
lagi huyi hai ye kiski lagan
kaho to sahee
aaaa
main dhundhta hoon wo ek geet zindagi ke liye
main dhundhta hoon wo ek geet zindagi ke liye
ke zindagi bane sangeet aadmi ke liye
aaaa
mohammad shah rangeele re
sajna
tum bin main ka
ab din ratiyaan
kachhu na suhaawe
mohammad shah rangeele


lyrics of song Mohammad Shah Rangile Re

Comments for lyrics of song "Mohammad Shah Rangile Re"
Indu Puri on Sunday, September 28, 2014
bahuuuuut pasand hai mujhe yh.aksr sunti rhti hun. mn nhi bhra.
ye baat kyaa hai ki dil jab se teri chaah mein hai kahin wo rang nahin jo
teri niagaah mein hai aa meri nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane meri
nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane chhalak rate hain yahaan rang o
boo ke paimaane
...lyrics ka hr shbd dil ki gahrai se nikla...dil me utarta jata
hai.

Indu Puri on Tuesday, October 07, 2014
lo fir aa gai yahaan.isi liye to ye mehfil sajaaye baithhe
hain ke ham charaag nahin dil jalaaye baithhe hain...meri nazar
mein nahin qatl o khoon ke afsaane chhalak rate hain yahaan rang o boo ke
paimaane.laakho me ek gana hai yh

Jagjit Singh Ishar on Monday, March 21, 2011
the voice seems 2 b of lata not suman. xlnt traditional classical bandish
with butiful lyrics by majrooh. s n tripathi has mostly 2 his credit the
historical, mythologocal movies. xlnt posting on ur channel.

Milahi1935 on Tuesday, October 18, 2011
The alaap by rafi at 2:40 is very well done and at a very high range. Lata
does a good rendition throughout but specially at 4:00. I wish the composer
had made do one of his very high range finish.

Vinayak Vaidya on Saturday, March 19, 2011
Lyrics by Majrooh Sulatanpuri, Music By Shrinath Triapthi, who was also
director of the film. Year was probabaly 1961 or 1968.

View all 21 comments related to song Mohammad Shah Rangile Re - मोहम्मद शाह रंगीले रे


Film cast: Feroz Khan, Naaz, Sheikh Mukhtar, Murad, Minoo, Mumtaz, Hiralal
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Manna Dey
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: S N Tripathi
Film Director: S N Tripathi
External Links: Nadir Shah at IMDB    
Watch Full Movie: Nadir Shah at YouTube    Nadir Shah at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy