Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Best of Sajda (Jagjit Singh)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.33 - 9 votes
Ghazals
Video of the song from youtube

Lyrics of Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin - मेरी तस्वीर में रंग और किसी का तो नहीं

meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi

zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu
zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu
shauk jine ka hai mujhko magar itna to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi

ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili
ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili
tujhko mahsus kiya hai tujhe dekha to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi

sochte sochte dil dubne lagta hai mera
sochte sochte dil dubne lagta hai mera
zahan ki tah me muzaffar koi dariya to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi


lyrics of song Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin

Comments for lyrics of song "Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin"
sehraeduniya on Thursday, April 21, 2011
@kelpere : sochte sochte dil doobne lagta hai mera zehan ki teh mein
‘Muzaffar’ koi dariya to nahin My heart starts to drown in my thoughts, Is
there a river under the layers of my mind? This ghazal is written by
Muzaffar Warsi. The last couplet of a ghazal is called 'maqta', in which
the poet's reference is given. 'Muzaffar' is the reference to him.

Kevin Pereira on Thursday, April 21, 2011
@sehraeduniya Perfect. Thanks a ton ya. I was hunting for the meaning of
'Muzaffar'. Later i came to know that 'Maqta' is commonly used in urdu
ghazals. So shall i guess that 'Zehan' means MIND and 'Teh' means depth!!
Waw... what a lyrics ya. La jawab.

RAJESH KUMAR on Monday, January 09, 2012
मेरी तस्वीर में रंग और किसी का तो नहीं, घेर लें मुझको सब आँखें में तमाशा तो
नहीं,,,, बहुत खूब!!!!!!!!

kabirb4 on Saturday, April 28, 2012
Jakhm khaye bin dard ka ehsaas nahi, Zindagi sawal karye to dard a dil ke
pass koi zawaab nahi, Kiski, tasveer, kiska rang, kon kya hei pahchanna
asaan nahi,

sehraeduniya on Thursday, April 21, 2011
@kelpere You're welcome :) And you are right on Zehan, its 'mind'. Teh
means 'a layer' or 'layers'. Btw, if you care, the name Muzaffar means
'victorious' ;)

View all 25 comments related to song Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin - मेरी तस्वीर में रंग और किसी का तो नहीं


Singer: Jagjit Singh, Lata Mangeshkar
Lyricist: Akhtar, Qateel Shifai, Zafar Gorakhpuri, Ahmed Nadeem Qasmi, Nazeer Baqri, Nida Fazli, Muzaffar Warsi, Wasim Barelvi, Saba Afghani
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy