|  | 
 
 
 
 
 |  | 
			
			|  | 
			
			|  | Thumb | Song Heading | Singer / Movie | Music By / Lyricist | Actor / Category |  |  
		
    
    
| Video of the song from youtube | Advertisements |  
|  |  |  Lyrics of Mere Mehbub Shayad Aaj Kuch Naraj Hai Mujhse - मेरे महबूब शायद आज कुछ नाराज़ हैं मुझसेmere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhsemere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
 main kitne paas hu phir bhi
 main kitne paas hu phir bhi
 wo kitne dur hain mujhse
 mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
 mere mehbub shayad aaj
 
 wo mehfil me to aaye hain magar chupchap baithe hain
 wo mehfil me to aaye hain magar chupchap baithe hain
 jo aashiq the mere kal tak
 na karte baat ab mujhse
 mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
 mere mehbub shayad aaj
 
 mujhe dar hain ki unki berukhi kahin jaan na lele
 mujhe dar hain ki unki berukhi kahin jaan na lele
 karu kya gam judai ka saha jata nahi mujhse
 mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
 mere mehbub shayad aaj
 
 kabhi mahsus hota hain khushi ke din bhi aayenge
 kabhi mahsus hota hain khushi ke din bhi aayenge
 haveli jagmagayegi mere dilbar ke aane se
 mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
 main kitne paas hu phir bhi
 main kitne paas hu phir bhi
 wo kitne dur hain mujhse
 mere mehbub shayad aaj kuch naraj hain mujhse
 mere mehbub shayad aaj
 
 
  
	
	|  | Comments for lyrics of song "Mere Mehbub Shayad Aaj Kuch Naraj Hai Mujhse" |  |  
| Pashon8man on Wednesday, September 09, 2009 Ali Saab, Iss nazr-e-karam ka bohat bohat shukria aur voh bohat se ahbaab
 jo geeton ki tafseelat Ke liaye sadaa koshan rahte hain voh to aur bhi
 aapke bohat mashkoor hon ge.
 
 RituPM :) "StayWellWithin" :) on Tuesday, May 31, 2011
 Amazing! Although its mostly the "Bansuri" that stirs my Soul with its
 melancholic tone with soul-stirring Violin, Sitar, Veena or Santoor in
 tight competition, albeit heart-melting almost just as much --BUT to my
 surpris -- AS I was lost in my thoughts with Chandrani's apt expression of
 the angst within the Lyrics, its the "GUITAR" that touched me to the CORE @
 2:09 ! RIGHT before that heart-tugging BANSURI @ 2:18 ! & that angst-filled
 jhankaar of the SITAR @ 2:24! A Superb, Bitter-Sweet GEM !
 
 Rakesh Sharma on Thursday, July 31, 2014
 Very very nice nd my fav. Song listen after 30 yrs .love this song best
 by chandrani mukherji...can some post video of this song
 
 Ali Mehmood on Wednesday, September 09, 2009
 PassionGr8: Is par to apka shukria kahna hi parray ga; thanks for posting
 this rare gem; by the way this is in Raag Darbari Kanada
 
 jaykio77 on Wednesday, February 09, 2011
 if some one can upload the audio remix of this.that was released by
 Tarang enterprise and remixed by zahoor ahmed
 
 
 |  | View all 16 comments related to song Mere Mehbub Shayad Aaj Kuch Naraj Hai Mujhse - मेरे महबूब शायद आज कुछ नाराज़ हैं मुझसे |  
 
 
			
			|  | You may also like songs from these films on HindiGeetMala |  |  |  |  |  |