Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Waqt Par Bolna (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Mere Dil Ki Raakh - मेरे दिल की राख कुरेद मत

mere dil ki raakh kured mat
use muskura ke hawa na de
mere dil ki raakh kured mat
use muskura ke hawa na de
ye charag phir bhi charag hai
kahin tera hath jala na de
mere dil ki raakh kured mat

naye daur ke naye khaab hai
naye mausamo ke naye gulab hai
naye daur ke naye khaab hai
naye mausamo ke naye gulab hai
ye mohabbaton ke charag hai
ye mohabbaton ke charag hai
inhe nafarato ki hawa na de
mere dil ki raakh kured mat

jara dekh chand ki pattiyo ne
bikhar bikhar ke tamam shab
jara dekh chand ki pattiyo ne
bikhar bikhar ke tamam shab
tera naam likha hai ret par
tera naam likha hai ret par
koi laher aake mitaa na de
mere dil ki raakh kured mat

main gazal ki shabnami aankh se
ye dukho ke phul chuna karu
main gazal ki shabnami aankh se
ye dukho ke phul chuna karu
meri saltanat mera fan rahe
meri saltanat mera fan rahe
mujhe taaj-o-takht khuda na de
mujhe taaj-o-takht khuda na de
mere dil ki raakh kured mat
use muskura ke hawa na de
ye charag phir bhi charag hai
kahin tera hath jala na de


lyrics of song Mere Dil Ki Raakh

Comments for lyrics of song "Mere Dil Ki Raakh"
Sanjay Chitrakar on Sunday, August 14, 2011
Hariji ko mai jeevan bhar continuously soon sakta hoo. Jariji ki baat hi
kuchh aur hai. Bhagwaan unko hamesh healthy rakhe aur wo aise hi gaya karen.

Salman Pervez on Thursday, September 02, 2010
wah hari sir kiya baat hai.nothing more beautiful then just listening ur
singing,god bless u

Salman Pervez on Thursday, September 02, 2010
it is just like that..hari saab sinign to me...wah wah
(outstanding kalam )

Ashutosh Mishra on Thursday, November 19, 2009
Padamshri Dr. Bashir Badr ki Ghazal hai

GoldenMusic92 on Friday, October 30, 2009
beautiful song wahh



Singer: Hariharan
Lyricist: Traditional
Music Director: Hariharan
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy