Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Crook: Its Good To Be Bad
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mere Bina Main Rehne Laga Hoon
3.88 - 40 votes
Emraan Hashmi, Neha Sharma
Video of the song from youtube

Lyrics of Mere Bina Main Rehne Laga Hoon - मेरे बिना मैं रहने लगा हूँ

mere bina main rehne laga hoon
teri hawa main behne laga hoon
jane main kaise tera hua hoon
mujhe to lagta hai main shayad
tere dil ki dua hoon han
tujhko jo paya aha to jeena aaya
ab ye lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya aha to jeena aaya
ab ye lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan

pehle se zyada main jee raha hoon
jabse main tere dil se juda hoon
rahon pe teri main to chala hoon
tu meri manzil hai tere kadmon pe
bas rukne laga hoon han
tujhko jo paya aha to jeena aaya
ab ye lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya aha to jeena aaya
ab ye lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan

teri nazar main nayi si ada hai
naya sa nasha bhi ghula hai
kayi dino se bandha tha badal jo
tere hi balon main khula hai
teri haddon main meri basar hai
ab tujhe bhi jana kidhar hai
jahan rahe tu main wo jahan hoon
jise jiye tu main wo sama hoon
teri wajah se naya naya hoon
pehle kaha na maine
ab ye tumse kehne laga hoon
tujhko jo paya aha to jeena aaya
ab ye lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya aha to jeena aaya
ab ye lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan


lyrics of song Mere Bina Main Rehne Laga Hoon

Comments for lyrics of song "Mere Bina Main Rehne Laga Hoon"
Anshuman Singh on Friday, December 23, 2011
Crappy movie, Same old boring Imran Hashmi but an Unforgettable song. No offense to Mohit Chauhan but this one is better than the Mohit Chauhan version. Sung by Nikhil Dsouza.

Junaid Shaikh on Sunday, June 12, 2011
salaam bhai.. this is junaid shaikh here. friend of mohsin sohail
wasim sarfaraz shebaz. Kia bhai kesa hai ?

shane201071 on Saturday, December 25, 2010
Marvelous man.love this video alot.. thanks shadabafridi


Amrina khan on Saturday, March 29, 2014
I watch dhoombros than I say tuhjko Jo paya wow!I like it

crazysaj4u on Sunday, August 14, 2011
aaayyyy i love this song... thumbs up if u like it tooooooo

View all 22 comments related to song Mere Bina Main Rehne Laga Hoon - मेरे बिना मैं रहने लगा हूँ


Film cast: Emraan Hashmi, Neha Sharma, Arjan Bajwa, Kavin Dave, Gulshan Grover, Smilie Suri, Mashhoor Amrohi
Singer: Babu Maan, Suzanne D'Mello, Nikhil D'Souza, Neeraj Shridhar, K K, Mohit Chauhan
Lyricist: Kumaar
Music Director: Pritam Chakraborty
Film Director: Mohit Suri
Film Producer: Mukesh Bhatt
External Links: Crook: Its Good To Be Bad at IMDB    Crook: Its Good To Be Bad at Wikipedia
Watch Full Movie: Crook: Its Good To Be Bad at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy