Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sehra
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.42 - 12 votes
Prashant
Masti Bhare Geet
Video of the song from youtube

Lyrics of Mast Nazar Ki Katar - मस्त नज़र की कटार

lagi mast nazar ki kataar
mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me
dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
mast nazar ki kataar
mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me
dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
mast nazar ki kataar

chehra chamakila suraj ho jaise pyaar ka
baahe laharaati naksha hai ik talvaar ka
ham to lut gaye
ham to lut gaye, khushi se ham to lut gaye
khaamosh nazaaro me, khaamosh nazaaro me
pyaasi ada jis pe fida, ham to hue sau baar
mast nazar ki kataar
mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me
dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
mast nazar ki kataar

khushbu zulfo ki aati hai sard havaao se
khoya chaahat me ab guzaru hu jis gaav se
yaade gher le
yaade gher le, hamko yaade gher le
jangal ki fizaao me, jangal ki fizaao me
vo jo nahi phika lage, rang bhara sansaar
mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me
dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar
in pyaar ki raaho me, in pyaar ki raaho me
dil bhi gaya ham bhi gaye zakhm-e-jigar hai bahaar
mast nazar ki kataar


lyrics of song Mast Nazar Ki Katar

Comments for lyrics of song "Mast Nazar Ki Katar"
asim306 on Tuesday, November 25, 2008
i had this in Audio but never seen Video
I was looking for this video song
now i saw that
How can i have this video song?

asim306 on Tuesday, November 18, 2008
o wao
wat a rare video clips
never seen b4
and mindblogging voice on earth
thanx4upload killer voice

Anwar ul Haque on Tuesday, June 09, 2009
Yes! You are right! Sehra means "Desert". But there is another word Sehra
(with use of slightly different alphabets in Urdu) which means "A garland /
ornament of groom". This film is about that Sehra, as there is a verse in
another song of this film which used that meaning. "Tum toi raho selamet,
SEHRA tumhain mubarek. Tujh ko khushi ki paryan gher tere le ke jayen" Many
thanks. Anwar-ul-Haque

kusupunu on Thursday, November 27, 2008
very good song. thanks for upload amitajai ji. can you upload song ?-song
title is apne watan main aaj do boond pani bhi nahi-film name is do boond
pani.

KJAAN on Tuesday, November 18, 2008
Never heard this song before...very nice song...thanks for uploading this
rare song.

View all 11 comments related to song Mast Nazar Ki Katar - मस्त नज़र की कटार


Film cast: Prashant, Sandhya, Mumtaz, Ulhas, Lalita Pawar, Manmohan Krishan, Babloo, M Rajan, Baburao Pendharkar
Singer: Asha Bhosle, Hemant Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Ramlal
Film Director: V Shantaram
Film Producer: V Shantaram
External Links: Sehra at IMDB    
Watch Full Movie: Sehra at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy