|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai - मैंने हवा के परों पे लिखा हैंmaine hawa ke paron pe likha hai
deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana
milke mujhe batlaana
phulon mein taaron mein, saare najaaron mein
aankhon ne dekha hai chehra tera
maine hawa ke paron pe likha hai
deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana
milke mujhe batlaana
maine khayaalon ka jaha basaaya
raaton ko khwaabon mein tujhe chhupaya
man ke daricho mein tujhe sajaaya
jaane tu jaane na ho
yaadon ki maine tasvir banaayi
tujhse kahi na har baat chhupaayi
sehti rahi chup chaap judaayi, maane tu maane na
tere hijaab ki khili khili khili hai chaandani
tere shabaab ki saji saji saji hai raagini
kya karu, kya karu jine na deti hai teri ada
maine hawa ke paron pe likha hai
deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana
milke mujhe batlaana
kitni haseen kaaynaat hogi
dilkash badi ye raat hogi
socha nahi tha mulaakaat hogi
maine to jaane jaan
masti mein duba hai sama sharaabi
hone laga aalam gulaabi
aaye na chain kahin jara bhi, behke mere armaan
raha kareeb bhi jara jara jara sa faasla
na tuta tutke jara jara jara sa silsila
aa gaye paas hum
saanson mein mehki hai teri wafa
maine hawa ke paron pe likha hai
deewaane dil ka fasaana
tune padha ke nahi jaane jaana
milke mujhe batlaana
phulon mein taaron mein, saare najaaron mein
aankhon ne dekha hai chehra tera
|
Comments for lyrics of song "Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai" |
|
Sagar Vyas on Monday, April 07, 2014 JUST AWESOME!!!
Very Romantic songs.. my wife always sings for me... Thxs for upload.
supriya rachel on Saturday, July 27, 2013 i listen to this song again n again atleast 20 times in a day
millions786 on Tuesday, June 02, 2009 omg i really like this song... : ) tanks for posting it.
awezan r.h on Monday, October 19, 2015 I used to watch the whole movie because of this song
MrQa14 on Saturday, September 08, 2012 my love jyoti raturi .i miss u
|
View all 22 comments related to song Maine Hawa Ke Paron Pe Likha Hai - मैंने हवा के परों पे लिखा हैं |
Mere Baap Pehle Aap |
Film cast: | Akshaye Khanna, Naseruddin Shah, Shobhana, Paresh Rawal, Om Puri, Rajpal Yadav, Manoj Joshi, Genelia Dsouza, Archana Puran Singh, Arzoo Govitrikar, Mumait Khan | Singer: | Alisha Chinoy, Alka Yagnik, Bob, Neeraj Shridhar, Sangeet Haldipur, Shaan, Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan | Lyricist: | Sameer | Music Director: | Vidyasagar, Tauseef Akhtar | Film Director: | Priyadarshan | Film Producer: | Ketan Maroo, Mansi Maroo, Raman Maroo | External Links: | Mere Baap Pehle Aap at IMDB Mere Baap Pehle Aap at Wikipedia |
|
|
|
|
|