Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Daadi Maa
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya
4.38 - 8 votes
Tanuja, Kashi Nath
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya - मैंने और क्या किया, बलम यही तो कह दिया

maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya
ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya
ki maine aur kya kiya
maine aur kya kiya sanam yahi to keh diya
ari oo bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya
ke maine aur kya kiya

main to tere naino ka rang dekhun, rang dekhun
chori chori chahat ka dhang dekhun, dhang dekhun
o ho tum aise dekhte ho kya, tum aise dekhte ho kya
jaise chor tum ho waise main nahi piya
ke maine aur kya kiya

hath mere behke to ruk gayi kyun, ruk gayi kyun
bhojh tale naino ke jhuk gayi kyun, jhuk gayi kyun
o ho ye ek nazar me kya hua, ye ek nazar me kya hua
banke mom kyun pighal gaya badan tera
ke maine aur kya kiya

dhunde teri chhaya ko tan mera, tan mera
main jo ruku chalta hai man mera, man mera
o ho suno ji more sajana
suno ji more sajana
jane tumhara kab huya mera jiya, ke maine aur kya kiya
maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya
ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya
ari o bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya
ke maine aur kya kiya


lyrics of song Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya

Comments for lyrics of song "Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya"
rk10101 on Thursday, September 11, 2008
Dear friend, the actor is Kashinath Ghanekar with Tanuja. Dileep Raaj was
the other man in the movie paired against Mumtaz.

Geeta Jain on Monday, August 23, 2010
SORRY,He is not Dilip Raj but some other Marathi actor (not remembering the
name), and the central character of the film with brown eyes. This actor
also sang a song "jaata hun mai mujhe phir na bulana" Actor Dilip Raj (son
of character actor Jairaj) was the one who paired with actress Mumtaz in
this film, and they sang a duet "chale aaye re hum to sab se bacha ke
ankhiyan"

kianwar on Monday, April 27, 2009
Music by Roshan not Rajesh Roshan. Father not the son.

ktrini1953 on Sunday, September 12, 2010
Dadie maa is the movie but a wonderful actor



Film cast: Ashok Kumar, Bina Roy, Rehman, Tanuja, Mumtaz, Shashikala, Durga Khote, Mehmood, Kashi Nath, Chand Usmani, Dileep Raj, Purnima, David, Praveen Paul, Mohan Choti, Paro, Kanhaiya Lal, Meenakshi, Mukri, Karan Devan, Janki Das, Randhir
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Asha Bhonsle, Manna Dey, Mehinder Kapoor
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Roshan
Film Director: L V Prasad
Film Producer: L V Prasad
External Links: Daadi Maa at IMDB    
Watch Full Movie: Daadi Maa at YouTube    Daadi Maa at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy