|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
| Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
|
Lyrics of Main Turpeyaa - मैं तुर्पेयाchar paise kamawan li
main aaya ghar se door
ghar se door main aaya lekin
ghar na mujhse door
dekh mere vatoye vich
dil de mere vatoye vich
ab bhi ghar da photo
seena cheer ke chakkar lena
doubt jo koi ho toh
ke main turpeya, main turpeya
main turpeya ghar se door
ke main turpeya, main turpeya
par jaana laut zaroor
ke main turpeya, main turpeya
main turpeya ghar se door
ke main turpeya, main turpeya
par jaana laut zaroor
sab mil gaya, par na mila
ghar jaisa koi suroor
main turpeya, main turpeya
par jaana laut zaroor
ho... rose pipe pigdi pardeson mein nahi
baat jhappi wali sandeson mein nahi
fursaton bhara shama
haan milta hai yahan
rishton mein garmahat waisi lagti yahan kahan
haaye char paise bachawan layi
main turpeya, o main turpeya
hoye ghar pe khushi liyawan layi
main turpeya, haye main turpeya
maine yahan pe aake jaana
thaune jaisa mulk begana
kismat wala hai joh pichhe
mud gaya, mud gaya, mud gaya...
main turpeya, main turpeya
main turpeya ghar se door
ke main turpeya, main turpeya
par jaana laut zaroor
ke main turpeya, main turpeya
main turpeya ghar se door
ke main turpeya, main turpeya
par jaana laut zaroor
ho... dhup kheton ki woh, yaadon mein abhi
ek ladki jaisi, lagti thi woh kabhi
garmiyan nigaah mein, meethi si ada
ab bhi hai apna dil uspe pehle jaisa fida
oye... yaar mujhko piyawan nahi
main turpeya, main turpeya
usko pass bhulawan nahi
main turpeya, o main turpeya
dekhe jag de masti tere
par woh dil mein basti mere
yaad mein jiski yeh dil yunhi
bhar gaya, bhar gaya, bhar gaya...
main turpeya, main turpeya
main turpeya ghar se door
ke main turpeya, main turpeya
par jaana laut zaroor
ke main turpeya, main turpeya
main turpeya ghar se door
ke main turpeya, main turpeya
par jaana laut zaroor
main turpeya, main turpeya
 Bharat |
| Film cast: | Aasif Sheikh, Anant Vidhaat Sharma, Brijendra Kala, Disha Patani, Jackie Shroff, Katrina Kaif, Kumud Mishra, Manav Vij, Meiyang Chang, Mushtaq Khan, Nora Fatehi, Salman Khan, Satish Kaushik, Shashank Arora, Shehzad Khan, Sonali Kulkarni, Sunil Grover, Tabu | | Singer: | Nakash Aziz, Shreya Ghoshal, Abhijeet Srivastava, Akasa Singh, Neeti Mohan, Kamaal Khan, Vishal Dadlani, Sukhwinder Singh, Jyoti Nooran, Neha Bhasin | | Lyricist: | Irshad Kamil, Ali Abbas Zafar | | Music Director: | Vishal Shekhar, Julius Packiam, Ali Abbas Zafar | | Film Director: | Alvira Agnihotri, Atul Agnihotri, Bhushan Kumar, Krishan Kumar | | Film Producer: | Ali Abbas Zafar | | External Links: | Bharat at IMDB Bharat at Wikipedia |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|