Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Main Janam Janam Se Hu Dukhiya - मैं जन्म जन्म से हूँ दुखिया
aa aa aa aa aa
main janam janam se hu dukhiya
tu ajar amar kar taara
janam maran ke bandhan ka to
janam maran ke bandhan ka to
he prabhu aarat haara
tu ajar amar kar taara
main janam janam se hu dukhiya
tu ajar amar kar taara
koi unche swar me gaaya
koi bol na paya
jo bhi tere dware aaya
tune gale lagaya
pal me hi dukh ko sukh me badle
pal me hi dukh ko sukh me badle
tera ek ishara
tu ajar amar kar taara
main janam janam se hu dukhiya
tu ajar amar kar taara
gahari nadiya chhai badriya
nagin si jaldhara
dub raha hain aash ka suraj
dub raha hain aash ka suraj
mandraye andhariya
naav bhanwar me dur kinara
naav bhanwar me dur kinara
rutha khaivanhara
ab tera ek sahara
main janam janam se hu dukhiya
tu ajar amar kar taara
tu ajar amar kar taara
Comments for lyrics of song "Main Janam Janam Se Hu Dukhiya"
Jagjit Singh Ishar on Thursday, June 04, 2015 Very sweet melodious composition of this bhajan. Very well sung by Asha ji.