Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Oh Darling Yeh Hai India
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Shahrukh Khan
Funny Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Main Hoon Kaun Sari Duniya Me Mujh Sa Nahi - मैं हूँ कौन सारी दुनिया में मुझ सा नहीं

mai hun kaun mai hun kaun
mai hun mai hun kaun kaun
mai hun kaun
mai hun mai hun kaun kaun kaun

sari duniya mein mujhsa nahi
sari duniya mein mujhsa nahi
mai sab kuchh hun mai koyi nahi
mai hun kaun mai hun kaun
mai hun mai hun kaun kaun
mai yeh hun ya wo hun ek hun ya sau hun
tum jo chaho wo honn ya jo hun bas wo hun mai
mai hun kaun mai hun kaun
mai hun mai hun kaun kaun

mai aawara jungali janwar 420 anadi
chalata furja chalu chillar chalati ka naam gadi
mai albela anjana dariya dil deewana
mai har raste ka rahi
har shamma ka parwana
mai fanne khan farishta
mukkaddar ka sikandar
aflatun ajuba harfan maula mast kalandar

papi paji mai bhi pyara aasman se gira sitara
luchcha lafanga lampat loafer
circus babo kona jokar
pagal ghayal kayar shayar
kabhi mai botal kabhi mai fire
mai hun kamal mai bemisal
mai badmisaj mai beilaj
mai samajhdar mai khabrdar
mai bekarar mai kalakar
mai superman mai tarjan
mai dind dong mai king kong

sari duniya mein mujhasa nahi
mai sab kuchh nahi mai koyi nahi
mai hun kaun mai hun kaun
mai hun mai hun kaun kaun


lyrics of song Main Hoon Kaun Sari Duniya Me Mujh Sa Nahi

Comments for lyrics of song "Main Hoon Kaun Sari Duniya Me Mujh Sa Nahi"
muzzamilyousuf on Sunday, March 10, 2013
main hoon DON.. :@p



Film cast: Shahrukh Khan, Deepa Sahi, Javed Jaffrey, Anupam Kher, Amrish Puri, Tinu Anand, Rajesh Jais
Singer: Alisha Chinoy, Antara Choudhary, Hema Sardesai, Javed Jaffrey, Nusrat, Raghuveer Yadav, Rani Mukherjee, Ranjit Barot, Shankar Mahadevan, Shweta Shetty, Sudesh Bhosle, Vinod Rathod
Lyricist: Ketan Mehta
Music Director: Ranjit Barot
Film Director: Ketan Mehta
Film Producer: Ketan Mehta
External Links: Oh Darling Yeh Hai India at IMDB    Oh Darling Yeh Hai India at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy