|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Mai Badhiya Tu Bhi Badhiya - मैं बढ़िया तू भी बढ़िया pran priye tum kishan ho mai radha
tu sui ho mai hoon dhaga
phir sangam kyu ho aadha aadha aadha
mai badhiya tu bhi badhiya
shadi kar le sanwariya
phutengi phir phuljhadiyan
badhiya badhiyan
mai badhiya tu bhi badhiya
par mai azad hoon chidiya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiya
chat mangni kar patt mangni
mujhe patni banale jhat pat apni
sun pagli mai hoon chhora jungli
are kahe ko banana chahe meri chatni
mai badhiya tu bhi badhiya
shadi kar le sanwariya
phutengi phir phuljhadiyan badhiya badhiyan
main badhiya tu bhi badhiya
par mai azad hoon chidiya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiya
sun sajna kal aaya sapna
maine sapne me dekha mandap apna
sab taare the barati
sang naach rahe suraj chanda
jaag ja re pagli tu
sapna nahi hai ye hai durghatna
durghatna
suraj se mandap jal jayega
mujhe nahi pakna nahi pakna
mai badhiya tu bhi badhiya
hum kyu phunke ye duniya
rakh tu apni phuljhadiyan
badhiya badhiya
teri bagiya mai aake
phul khila dungi mai
kar shadi
are bhul ja tu phul wool
bagiya me karni hai kheti badi
aath dus bacche honge
tutlayenge mummy daddy
mummy daddy
abhi kya kam hai
jo hum bhi badhaye
duniya ki abadi
arey hum do humare do
apna lenge hum ye nara
ye nara
palung mai kaise do bhi kaise
naukri nahi hai mai hoon awara awara
mai bhi badhiya tu bhi badhiya
par pahle dhundon naukariya
phodenge phir phuljhaldiya
badhiya badhiya
badhiya re badhiya badhiya
badhiya re badhiya badhiya
mai badhiya tu bhi badhiya
dono azad hai chidiya
pahle dhundon naukariya badhiya badhiya
mai badhiya tu bhi badhiya
dhundunga main naukariya
phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya
samjhe aan badhiya
Sanju |
Film cast: | Anushka Sharma, Boman Irani, Dia Mirza, Jim Sarbh, Manisha Koirala, Paresh Rawal, Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Vicky Kaushal | Singer: | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh, Shreya Ghoshal, Shashwat Singh, Poorvi Koutish, Papon, Ranbir Kapoor, Supriya Pathak I, Nakash Aziz, Nikita Gandhi | Lyricist: | Puneet Sharma, Shekhar Astitwa, Irshad Kamil, Abhijat Joshi, Rohan Gokhale | Music Director: | Rohan Rohan, Vikram Montrose, A R Rahman | Film Director: | Rajkumar Hirani | Film Producer: | Rajkumar Hirani, Vidhu Vinod Chopra | External Links: | Sanju at IMDB Sanju at Wikipedia |
|
|
|
|
|