|  | 
			
			|  | Thumb | Song Heading | Singer / Movie | Music By / Lyricist | Actor / Category |  |  
		
    
    
| Video of the song from youtube | Advertisements |  
|  |  |  Lyrics of Madhushala Mein Khoyaa - मधुशाला में खोयाi love that is pure, i love that makes your soulits ishq unplugged, its ishq unplugged
 i love that has chemistry
 i love there is no mystery, ishq unplugged
 tere jism ki khushboo main, aankho ki madhushala main
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya, madhushala me khoya
 madhushala me khoya madhushala me
 tere jism ki khushboo main, aankho ki madhushala main
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya, madhushala me khoya
 madhushala me khoya madhushala me
 
 teri madhur muskan se mann dole re tann dole
 teri sureeli taan se main khaane lagi hichkole
 ho prem ki iss gehri nadiya me main toh doobta jau re
 zor chale na ab iss dil pe kaise isse samjhau re
 tere jism ki khushboo main, aankho ki madhushala main
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya, madhushala me khoya
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me, madhushala me
 
 dagmag dagmag main hui sunn ke teri baatein nasheeli
 tu mera rasiya chelbiya main teri chelchabeeli
 ho aake saja de sansar tu mera kabse me rasta nihaaru re
 tere liye hi meri zindagi ki nagme tujhpe hi inko lutau re
 tere jism ki khushboo main, aankho ki madhushala main
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 kabhi aar gaya kabhi paar gaya
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya madhushala me
 madhushala me khoya, madhushala me khoya
 madhushala me khoya madhushala me
 i love that is pure, i love that makes your soul
 its ishq unplugged, its ishq unplugged
 
 
  
	
	|  | Comments for lyrics of song "Madhushala Mein Khoyaa" |  |  
| Malay Samant on Saturday, September 10, 2011 Those who are saying all this bakwaas, and abusing the most richly talented
 Himesh Reshammiya are fooloing themselves. Kya apko zara bhi andaza hai ki
 pehli film se lekar aaj tak HR ne kitna improve kiya hai acting wise ? Aur
 agar aap unki music abilities pe comment kar rahe ho to pls maaf karna aap
 ko music ki knowledge hi nahi hai, yeh ek comic song hai jise HR ne purane
 zamane ke nasal aur naye peppy style mein fusion kiya hai. Ab ek baar is
 gane ko sacchi dil se suno aur dekho you'll love it
 
 Shanu Bhagat on Friday, September 16, 2011
 pura suna hai maine ye gaana!!...ekk baar me! ...abb MC BC to ho hi chuka
 hai ...mai bass yeh kehna chahta hu...Himesh! this cacophonous endeavour
 could be instrumental in opening the mouth of big criminals like Kasab or
 Kalmadi... or just play at our indo-pak boarder and long going issue of
 kashmir will be over! .. and YES you have lit the hope of becoming singer
 in every body.. bilkul,, abb ghodo ke race me gadhe bhi dorenge...sale ULLu
 ke pathhe..haramkhor..kyu hamare peeche pada hai..dho k
 
 Vikash Shaw on Sunday, September 18, 2011
 OMG!! What is wrong with this man? He used to make such beautiful music
 when he was just a music director. Look at him now!! He is dancing like a
 chicken, look at is weird expressions!! He ruined himself!! I feel sad
 about this person. He could have been the worlds best musician had he not
 acted!!!
 
 Malay Samant on Wednesday, September 14, 2011
 Great song, pretty innovative and very catchy infact all the songs of
 Damadamm are superb creations from Himesh. Those who are ridiculing him are
 going to hide under their bed as soon as this movie does well in the box
 office.
 
 jugal doshi on Monday, October 10, 2011
 Stop abusing guys. He has already proved himself as a singer as a music
 director. nd also as an actor.. Hr rocks.Jai mata Di...
 
 
 |  | View all 286 comments related to song Madhushala Mein Khoyaa - मधुशाला में खोया |  
 
				
				|  Damadamm!
 | 
				| Film cast: | Himesh Reshammiya, Sonal Sehgal, Purbi Joshi, Rajesh Khattar |  | Singer: | Himesh Reshammiya, Vineet Singh, Alam Gir Khan, Shabaab Sabri, Punnu Brar, Palak Muchhal, Sabina Shaikh, Rubina Shaikh, Purbi Joshi, Aditi Singh Sharma, Sadhana Sargam, Vaishali Made |  | Lyricist: | Shabbir Ahmed, Sameer, Himesh Reshammiya |  | Music Director: | Himesh Reshammiya |  | Film Director: | Swapna Waghmare |  | External Links: | Damadamm! at IMDB    Damadamm! at Wikipedia |  |  
 
			
			|  | You may also like songs from these films on HindiGeetMala |  |  |  |