Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Saajan Bina Suhagan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Madhuban Khushbu Deta Hai (Female)
4.47 - 15 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Madhuban Khushbu Deta Hai (Female) - मधुबन खुशबू देता है

madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
jina uska jina hai
jo oro ko jeevan deta hai
madhuban khusbu deta hai
suraj na ban paaye to
banke deepak jalta chal
suraj na ban paaye to
banke deepak jalta chal
phul mile ya angare
sach ki raaho pe chalta chal
sach ki raaho pe chalta chal

pyaar dilo ko deta hai
ashko ko daaman deta hai
jina uska jina hai
jo oro ko jeevan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
madhuban khusbu deta hai
chalti hai lehrake pawan
ke saans sabhi ki chalti rahe
chalti hai lehrake pawan
ke saans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jeewan
ke preet dilo mein palti rahe
ke preet dilo mein palti rahe

dil wo dil hai jo oro ko
apni dhadkan deta hai
jina uska jina hai
jo oro ko jeevan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar saawan deta hai
madhuban khusbu deta hai



Film cast: Rajendra Kumar, Nutan, Vinod Mehra, Kasturi, Padmini Kolhapure, Aarti Chopra, Shreeram Lagoo
Singer: Aarti, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Shivangi, Suman Kalyanpur, Suresh Wadkar, Vijay Yesudas
Lyricist: Indeevar, Sawan Kumar Tak
Music Director: Usha Khanna
Film Director: Sawan Kumar Tak
Film Producer: Sawan Kumar Tak
External Links: Saajan Bina Suhagan at IMDB    Saajan Bina Suhagan at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy