Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Amba
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Maa Ka Man Mamta Ka Mandir
3.50 - 2 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Maa Ka Man Mamta Ka Mandir - माँ का मन ममता का मंदिर

maa ka man mamta ka mandir man ke andar tut gaya
maa ka man mamta ka mandir man ke andar tut gaya
roye yashoda maaiya kanhiya ruth gaya
roye yashoda maaiya kanhiya ruth gaya
maa ka man mamta ka maandir man ke andar tut gaya
roye yashoda maaiya kanhiya ruth gaya
roye yashoda maaiya kanhiya ruth gaya

kuch bhi huya nikle na aansu kuch bhi huya nikle na aansu
aaj raha na dil par kabu pichhe mudkar dekh jara tu
pichhe mudkar dekh jara tu dukh se tere hath se mere
sabar ka damaan chhut gaya
roye yashoda maaiya kanhiya ruth gaya
roye yashoda maaiya kanhiya ruth gaya

shak ho to shak dur tu kar le shak ho to shak dur tu kar le
mujhko kahi se hath ke takle pyar bahega khun ke badle
pyar bahega khun ke badle ye ek sach hai ye hi sach hai
ye sach kase chhut gaya ye sach kase chhut gaya
bas maa bas kuch aur na kahana bas maaa
bas kuch aur na kahana
mushkil hoga ye dukh sahana bhig gaye mere bhi naina
bhig gaye mere bhi naina maaf mujhe kar de tu hansh kar
maaf mujhe kar de tu hansh kar
maai asvan me dub gaya maai asvan me dub gaya


lyrics of song Maa Ka Man Mamta Ka Mandir



Film cast: Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Kiran Juneja, Shabana Azmi, Satish Shah, Dulari, Jay Mathur, Kanwaljeet Singh, Rajan Sippy, Sudhir Pandey, Mangal Dhillon, Sujit Kumar
Singer: Kishore Kumar, Alka Yagnik, Sukhwinder Singh, Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar, Manhar Udhas
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant, Pyarelal
Film Director: Mohan Kumar
Film Producer: Mohan Kumar
External Links: Amba at IMDB    Amba at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy