|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Kya Hawa Kya Baadal - क्या हवा क्या बादलkya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
tu hi to hai sab me hai teri chaya
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
tu hi to hai sab me hai teri chaya
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kahi bhole bhole mukhre kahi khushiya to kahi dukhre
tu hai rango ka jharoka ya hai nazro ka dhoka
tu hai rango ka jharoka ya hai nazro ka dhoka
jab teri kirpa se hai duniya ke dam me dam dam
jab teri kirpa se hai duniya ke dam me dam dam
phir kyu hai ye hahakari phir kyu hai ye matam
sab allah ke bande, sab allah ke bande
jeevan sukha jaye jaye badhe dino din gham gham
aap kare din raat kare phir bhi kehlaye hum
sab allah ke bande, sab allah ke bande
apni nazar ghuma sara jag hai badguma
apni nazar ghuma sara jag hai badguma
hum hai nadan hum kya jane teri maya
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
tu hi to hai sab me hai teri chaya
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kahi nila hai kahi pila duniya ka rang sajila
tere rang nirale tere dhang nirale
tere rang nirale tere dhang nirale
tera gorakh dhanda data samajh na paye hum
tere roop anokhe tu hi haua aur aadam
sab allah ke bande, sab allah ke bande
apni nazar ghuma sara jag hai badguma
apni nazar ghuma sara jag hai badguma
hum hai nadan hum kya jane teri maya
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
kya parbat kya sagar kya basti kya jungle
tu hi to hai sab me hai teri chaya
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
kya hawa kya badal kya dharti kya ambar
Allah Ke Banday |
Film cast: | Sharman Joshi, Faruk Kabir, Naseruddin Shah, Atul Kulkarni, Anjana Sukhani, Rukhsar, Zakir Hussain, Saksham Kulkarni, Suhasini Mulay, Vikram Gokhale, Varun Bhagwat, Javed Rizvi, Ajaz Khan | Singer: | Hamza Faruqui, Krishna, Kailash Kher, Ravi Khote, Sunidhi Chauhan, Ishq Bector | Lyricist: | Sarim Momin, Kailash Kher, Faruk Kabir | Music Director: | Chirantan Bhatt, Kailash Kher, Naresh, Paresh, Tarun & Vinayak, Hamza Faruqui, Ishq Bector | Film Director: | Faruk Kabir | Film Producer: | Ravi Walia | External Links: | Allah Ke Banday at IMDB Allah Ke Banday at Wikipedia | Watch Full Movie: | Allah Ke Banday at YouTube |
|
|
|
|
|