|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Khushiya Hazar Le Ke - खुशियाँ हजार ले केkhushiya hazar le ke, dil ka qaraar le ke
din aisa aaye baar baar
jiya deta hain tumko dua
dua deta hain tumko dua
khushiya hazar le ke, dil ka qaraar le ke
din aisa aaye baar baar
jiya deta hain tumko dua
dua deta hain tumko dua
jhume ji jhume baharo me jhume jawani
ha ye jawani
muskukrati rahe gungunati rahe zindagani
oye oye zindgani
muskukrati rahe gungunati rahe zindagani
chhede koi dil ke taar
jiya deta hain tumko dua
dua deta hain tumko dua
khushiya hazar le ke, dil ka qaraar le ke
din aisa aaye baar baar
jiya deta hain tumko dua
dua deta hain tumko dua
pure ho armaa, adhura na ho koi sapna
aa koi sapna
lahra ke dil me smake, bane koi apna
oye oye koi apna
lahra ke dil me smake, bane koi apna
jaise gulshan me aaye bahar
jiya deta hain tumko dua
dua deta hain tumko dua
khushiya hazar le ke, dil ka qaraar le ke
din aisa aaye baar baar
jiya deta hain tumko dua
dua deta hain tumko dua
Lal Bangla |
Film cast: | Prithviraj Kapoor, Shyama, Hiralal, Rachana, Sheikh Mukhtar, Jayanthi, Sujit Kumar | Singer: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Usha Khanna, Mukesh | Lyricist: | Indeevar, Vinod Sharma, Gulshan Bawra | Music Director: | Usha Khanna | Film Director: | Jugal Kishore | External Links: | Lal Bangla at IMDB | Watch Full Movie: | Lal Bangla at YouTube Lal Bangla at YouTube |
|
|
|
|
|