|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Kho Gaye Sajna - खो गए साजना kho gaye saajna tum na jane kahan
kho gaye saajna tum na jane kahan
aaj bhi main wahi hu khadi
chhodkar tum gaye the jaha
kho gaye saajna tum na jane kahan
suni suni dil ki raahe
kab se hai baahe failaye
jin aankho me pyar basa tha
ab hai unme gham ke saye
jeena marna bhul gaye hum
lekin tumko bhul na paye
raat din sath hai teri parchhaiya
kho gaye saajna tum na jane kahan
main kisko samjhau aakhir
dil diwana nain diwane
ab tak mere pass hai tu hi
dil kahta hai nain na mane
dukh birha ka gham duri ka
dukh birha ka gham duri ka
jis par beete wo hi jane
das rahi hai mujhe meri tanhaiya
aaj bhi main wahi hu khadi
chhodkar tum gaye the jaha
kho gaye saajna tum na jane kahan
tum na jane kahan
Bhai Aakhir Bhai Hota Hai |
Film cast: | Vikram Naaz, Monty, Paintal, Ranjan Grewal, Naaz | Singer: | Anuradha Paudwal, Rafiq Sagar, Shailendra Singh, Penaz, Masani Paintal, Yasmin Khan, Chetan | Lyricist: | Akhtar Warsi, Hasan Kamal, Chander Oberoi | Music Director: | Chand Pardesi | Film Director: | R Chanda | Film Producer: | Sunita Kavita | External Links: | Bhai Aakhir Bhai Hota Hai at IMDB |
|
|
|
|
|